Are pyaar pe koee bas to naheen hai

अरे प्यार पे कोई बस तो नहीं है
Work
Year
Language

अरे प्यार पे कोई बस तो नहीं है कहे दीवाना दिल -2
जिससे हो जाए हो जाए हो जाए -2

क्‌या ख़बर है किधर हो रवानी प्यार गंगा का जमना का पानी
हैं जहाँ में फ़साने हज़ारों पर अनोखी है इसकी कहानी
अरे प्यार पे कोई …

क्‌यों उलझता है हमसे ज़माना जिसको आता नहीं दिल लगाना
हमसे सीखे मोहब्बत में जीना हम बदल देंगे दिल का फ़साना
अरे प्यार पे कोई …

are pyār pe koī bas to nahīṅ hai kahe dīvānā dil -2
jisse ho jāe ho jāe ho jāe -2

k‌yā khabar hai kidhar ho ravānī pyār gaṅgā kā jamnā kā pānī
haiṅ jahāṇ meṅ fasāne hazāroṅ par anokhī hai iskī kahānī
are pyār pe koī …

k‌yoṅ ulajhtā hai hamse zamānā jisko ātā nahīṅ dil lagānā
hamse sīkhe mohabbat meṅ jīnā ham badal deṅge dil kā fasānā
are pyār pe koī …