अरे छोड़ो, ज़माना हो गया, शरमाते शर्माते
अरे छोड़ो, ज़माना हो गया, शरमाते शर्माते
किसी दिन सामने आ जाना, शर्माते शर्माते
पतंगों ने गले मिलते ही जलकर खुदकुशी कर ली
ना जाने शमा ने क्या कह दिया, शर्माते शर्माते …
नजर रहती है चेहरे पर तो दिल रहता है आहट पर
वो अक्सर देखते हैं आईना, शर्माते शर्माते …
अभी तक याद है वो खुबसूरत हादसा कैसर
पस-ए-चिलमन किसी का झाँकना, शर्माते शर्माते …
are chhoṛo, zamānā ho gayā, śharmāte śharmāte
kisī din sāmne ā jānā, śharmāte śharmāte
pataṅgoṅ ne gale milte hī jalkar khudkuśhī kar lī
nā jāne śhamā ne kyā kah diyā, śharmāte śharmāte …
najar rahtī hai chehre par to dil rahtā hai āhaṭ par
vo aksar dekhte haiṅ āīnā, śharmāte śharmāte …
abhī tak yād hai vo khubsūrat hādsā kaisar
pas-e-chilman kisī kā jhāṇknā, śharmāte śharmāte …