Title (Indic)आदमी मुसाफ़िर है आता है जाता है WorkApnapan Year1977 LanguageHindi Credits Role Artist Music Laxmikant-Pyarelal Performer Lata Mangeshkar Performer Mohammad Rafi Writer Anand Bakshi LyricsHindiआदमी मुसाफ़िर है आता है जाता है आते-जाते रस्ते में यादें छोड़ जाता है झोंका हवा का पानी का रेला -2 मेले में रह जाए जो अकेला -2 वो फिर अकेला ही रह जाता है आदमी मुसाफ़िर है … क्या साथ लाए क्या छोड़ आए रस्ते में हम क्या छोड़ आए मंज़िल पे जा के ही याद आता है आदमी मुसाफ़िर है … जब डोलती है जीवन की नैया कोई तो बन जाता है खिवैया कोई किनारे पे ही डूब जाता है आदमी मुसाफ़िर है … रोती है आँख जलता है ये दिल जब अपने घर के फेंके दिये से आँगन पराया जगमगाता है आदमी मुसाफ़िर है … Englishādmī musāfir hai ātā hai jātā hai āte-jāte raste meṅ yādeṅ chhoṛ jātā hai jhoṅkā havā kā pānī kā relā -2 mele meṅ rah jāe jo akelā -2 vo phir akelā hī rah jātā hai ādmī musāfir hai … kyā sāth lāe kyā chhoṛ āe raste meṅ ham kyā chhoṛ āe maṅzil pe jā ke hī yād ātā hai ādmī musāfir hai … jab ḍoltī hai jīvan kī naiyā koī to ban jātā hai khivaiyā koī kināre pe hī ḍūb jātā hai ādmī musāfir hai … rotī hai āṇkh jaltā hai ye dil jab apne ghar ke pheṅke diye se āṇgan parāyā jagamgātā hai ādmī musāfir hai …