ṭa: mitvā, o mitvā
ṭa: tere sāth chal rahe haiṅ ye zamīṅ, ye chāṇd tāre
ḻ: ye zamīṅ, ye chāṇd tāre tere ik nazar pe vāre
ṭa: mere lab pe āte āte, koī bāt rah gaī hai
ḻ: maiṅ chalī hūṇ merī duniyā tere sāth rah gaī hai
ṭa: mere lab pe āte āte, koī bāt rah gaī hai
ḻ: maiṅ basī huī hūṇ tujh meṅ, mujhe kis liye pukāre
ṭa: tere sāth chal raheṅ hai …
ṭa: merī ziṅdgī bhī tū hai, merī ārazū bhī tū hai
ḻ: maiṅ vo kalī hūṇ jis meṅ, terā raṅg terī khuśhbū hai
ṭa: merī ziṅdgī bhī tū hai, merī ārazū bhī tū hai
ḻ: merī ziṅdgī hai ziṅdā terī yād ke sahāre
ṭa: tere sāth chal raheṅ hai …