Title (Indic)ज़िन्दगी बेबस हुई है ... ओ आसमान वाले WorkAnarkali Year1953 LanguageHindi Credits Role Artist Music C. Ramchandra Performer Lata Mangeshkar Writer Hasrat Jaipuri LyricsHindiज़िन्दगी बेबस हुई है बेक़सी का साथ है एक हम हैं इस क़फ़स में या ख़ुदा की ज़ात है ओ आसमान वाले शिकवा है ज़िन्दगी का -2 सुन दास्तान ग़म की अफ़साना बेबसी का ( तू देखता रहे और दुनिया हमें सज़ा दे क्या जुर्म है मोहब्बत इतना ज़रा बता दे ) -2 मन्ज़िल पे क्यूँ लुटा है मन्ज़िल पे क्यूँ लुटा है हर कारवाँ ख़ुशी का ओ आसमान वाले शिकवा है ज़िन्दगी का सुन दास्तान ग़म की अफ़साना बेबसी का ( इतनी सी इल्तिजा है तुझसे मेरी दुआ की अल्लाह शर्म रखना दुनिया में तू वफ़ा की ) -2 होता है मौत ही तो होता है मौत ही तो अन्जाम ज़िन्दगी का ओ आसमान वाले शिकवा है ज़िन्दगी का सुन दास्तान ग़म की अफ़साना बेबसी का Englishzindgī bebas huī hai beqsī kā sāth hai ek ham haiṅ is qafas meṅ yā khudā kī zāt hai o āsmān vāle śhikvā hai zindgī kā -2 sun dāstān ġham kī afsānā bebsī kā ( tū dekhtā rahe aur duniyā hameṅ sazā de kyā jurm hai mohabbat itnā zarā batā de ) -2 manzil pe kyūṇ luṭā hai manzil pe kyūṇ luṭā hai har kārvāṇ khuśhī kā o āsmān vāle śhikvā hai zindgī kā sun dāstān ġham kī afsānā bebsī kā ( itnī sī iltijā hai tujhse merī duā kī allāh śharm rakhnā duniyā meṅ tū vafā kī ) -2 hotā hai maut hī to hotā hai maut hī to anjām zindgī kā o āsmān vāle śhikvā hai zindgī kā sun dāstān ġham kī afsānā bebsī kā