Title (Indic)दुआ कर ग़म-ए-दिल, खुदा से दुआ कर् WorkAnarkali Year1953 LanguageHindi Credits Role Artist Music C. Ramchandra Performer Lata Mangeshkar Writer Rajendra Krishan LyricsHindiदुआ कर ग़म-ए-दिल, खुदा से दुआ कर वफ़ाओं का मजबूर दामन बिछा कर दुआ कर ग़म-ए-दिल, खुदा से दुआ कर जो बिजली चमकती है उनके महल पर वो कर ले तसल्ली, मेरा घर जला कर दुआ कर ग़म-ए-दिल, खुदा से दुआ कर - 2 सलामत रहे तू, मेरी जान जाए - 2 मुझे इस बहाने से ही मौत आए करूँगी मैं क्या चंद साँसें बचा कर दुआ कर ग़म-ए-दिल, खुदा से दुआ कर - 2 (मैं क्या दूँ तुझे मेरा सब लुट चुका है दुआ के सिवा मेरे पास और क्या है) - 2 गरीबों का एक आसरा-ए-खुदा है - 2 मगर मेरी तुझसे यही इल्तजा है न दिल तोड़ना दिल की दुनिया बसा कर दुआ कर ग़म-ए-दिल, खुदा से दुआ कर - 2 वफ़ाओं का मजबूर दामन बिछा कर दुआ कर ग़म-ए-दिल, खुदा से दुआ कर - 2 Englishduā kar ġham-e-dil, khudā se duā kar vafāoṅ kā majbūr dāman bichhā kar duā kar ġham-e-dil, khudā se duā kar jo bijlī chamaktī hai unke mahal par vo kar le tasallī, merā ghar jalā kar duā kar ġham-e-dil, khudā se duā kar - 2 salāmat rahe tū, merī jān jāe - 2 mujhe is bahāne se hī maut āe karūṇgī maiṅ kyā chaṅd sāṇseṅ bachā kar duā kar ġham-e-dil, khudā se duā kar - 2 (maiṅ kyā dūṇ tujhe merā sab luṭ chukā hai duā ke sivā mere pās aur kyā hai) - 2 garīboṅ kā ek āsrā-e-khudā hai - 2 magar merī tujhse yahī iltjā hai na dil toṛnā dil kī duniyā basā kar duā kar ġham-e-dil, khudā se duā kar - 2 vafāoṅ kā majbūr dāman bichhā kar duā kar ġham-e-dil, khudā se duā kar - 2