Title (Indic)बार बार मेरा प्यार मुझे पूछ रहा दिलदार् WorkAlbeli Year1974 LanguageHindi Credits Role Artist Music Kalyanji-Anandji Performer Nazima Performer Mukesh Writer Jan Nissar Akhtar LyricsHindiबार-बार मेरा प्यार मुझे पूछ रहा दिलदार कि ऐसा तुझमें क्या है क्या है जो मेरा चैन गया है मैने देखा है जब से तुझको चाहा है तब से और मेरे फ़साने में कुछ भी नहीं मुझको इतना पता है तुझमें ऐसी अदा है नाम जिसका ज़माने में कुछ भी नहीं फिर कैसे मैं समझाऊँ और कैसे मैं बतलाऊँ कि ऐसा तुझमें … ये उजाला बदन का चाँद जैसे गगन का कैसे लफ़्ज़ों में ये रूप ढल पाएगा मैं जो गाना भी चाहूँ गुनगुनाना भी चाहूँ गीत मेरा अधूरा सा रह जाएगा फिर कैसे मैं समझाऊँ और कैसे मैं बतलाऊँ कि ऐसा तुझमें … Englishbār-bār merā pyār mujhe pūchh rahā dildār ki aisā tujhmeṅ kyā hai kyā hai jo merā chain gayā hai maine dekhā hai jab se tujhko chāhā hai tab se aur mere fasāne meṅ kuchh bhī nahīṅ mujhko itnā patā hai tujhmeṅ aisī adā hai nām jiskā zamāne meṅ kuchh bhī nahīṅ phir kaise maiṅ samjhāūṇ aur kaise maiṅ batlāūṇ ki aisā tujhmeṅ … ye ujālā badan kā chāṇd jaise gagan kā kaise lafzoṅ meṅ ye rūp ḍhal pāegā maiṅ jo gānā bhī chāhūṇ gungunānā bhī chāhūṇ gīt merā adhūrā sā rah jāegā phir kaise maiṅ samjhāūṇ aur kaise maiṅ batlāūṇ ki aisā tujhmeṅ …