ऐसा कोई ज़िंदगी से वादा तो नहीं था
ऐसा कोई ज़िंदगी से वादा तो नहीं था
तेरे बिना जीने का इरादा तो नहीं था
ऐसा कोई …
ओ तेरे लिए रातों में चाँदनी उगाई थी
क्यारियों में खुश्बू की रोशनी लगाई थी
जाने कहां टूटी है डोर मेरे ख्वाब की
ख्वाब से जागेंगे सोचा तो नहीं था
ऐसा कोई …
ओ शामियाने शामों के रोज़ ही सजाए थे
कितनी उम्मीदों के मेहमां बुलाए थे
आके दरवाज़े से लौट गए हैं
यूं भी कोई आएगा सोचा तो नहीं था
ऐसा कोई …
aisā koī ziṅdgī se vādā to nahīṅ thā
tere binā jīne kā irādā to nahīṅ thā
aisā koī …
o tere lie rātoṅ meṅ chāṇdnī ugāī thī
kyāriyoṅ meṅ khuśhbū kī rośhnī lagāī thī
jāne kahāṅ ṭūṭī hai ḍor mere khvāb kī
khvāb se jāgeṅge sochā to nahīṅ thā
aisā koī …
o śhāmiyāne śhāmoṅ ke roz hī sajāe the
kitnī ummīdoṅ ke mehmāṅ bulāe the
āke darvāze se lauṭ gae haiṅ
yūṅ bhī koī āegā sochā to nahīṅ thā
aisā koī …