Title (Indic)तेरे ख़याल में ... कहाँ है तू मेरे ... जवानी आ गई है WorkAfsana Year1951 LanguageHindi Credits Role Artist Music Husanlal Bhagatram Performer Lata Mangeshkar Writer Asad Bhopali LyricsHindiतेरे ख़याल में बचपन की ज़िन्दगी गुज़री जवानी आई तो तुझको पुकारती आई कहाँ है तू मेरे सपनों के राजा -2 जवानी आ गई है अब तो आ जा अब तो आ जा क़सम है दिल के अरमानों की तुझको -2 क़सम बचपन के अफ़सानों की तुझको वो ही रंगीन अफ़साने सुना जा जवानी आ गई है अब तो आ जा अब तो आ जा तुझे आवाज़ देते हैं सितारे बहारें कर रही हैं कुछ इशारे कुछ इशारे इशारों का मुझे मतलब बता जा जवानी आ गई है अब तो आ जा अब तो आ जा ज़ुबाँ पे दिल की बातें आ गई हैं -2 बड़ी बेदर्द रातें आ गई हैं मेरी रातों को आ कर जगमगा जा जवानी आ गई है अब तो आ जा अब तो आ जा Englishtere khayāl meṅ bachapan kī zindgī guzrī javānī āī to tujhko pukārtī āī kahāṇ hai tū mere sapnoṅ ke rājā -2 javānī ā gaī hai ab to ā jā ab to ā jā qasam hai dil ke armānoṅ kī tujhko -2 qasam bachapan ke afsānoṅ kī tujhko vo hī raṅgīn afsāne sunā jā javānī ā gaī hai ab to ā jā ab to ā jā tujhe āvāz dete haiṅ sitāre bahāreṅ kar rahī haiṅ kuchh iśhāre kuchh iśhāre iśhāroṅ kā mujhe matalab batā jā javānī ā gaī hai ab to ā jā ab to ā jā zubāṇ pe dil kī bāteṅ ā gaī haiṅ -2 baṛī bedard rāteṅ ā gaī haiṅ merī rātoṅ ko ā kar jagamgā jā javānī ā gaī hai ab to ā jā ab to ā jā