Title (Indic)ऐसी चीज़ सुनाएँ ... जीना तो है उसी का WorkAdhikar Year1971 LanguageHindi Credits Role Artist Music Rahul Dev Burman Performer Mohammad Rafi Writer Ramesh Pant LyricsHindiऐसी चीज़ सुनाएँ कि महफ़िल दे ताली पे ताली वरना अपना नाम नहीं बन्ने खाँ भोपाली मुन्ने मियाँ बधाई बनो ख़ुश होनहार दोनों जहाँ की ख़ुशियाँ हों आप पे निसार बचपन हो ख़ुशगवार जवानी सदाबहार अल्लाह करे ये दिन आए हज़ार बार जीना तो है उसी का जिसने ये राज़ जाना है काम आदमी का औरों के काम आना किसी ने कहा तू है तारों का राजा किसी ने दुआ दी किसी ने दी बधाई सबकी आँखों का तू तारा बने तेरी ही रोशनी में चमके तेरा घराना दिल लगाकर तू पढ़ना हमेशा आगे बढ़ना सच का दामन न छूटे चाहे ये दुनिया रूठे काम तू अच्छा करना सिर्फ़ अल्लाह से डरना सभी को गले लगा कर मोहब्बत में लुट जाना मोहब्बत वो ख़ज़ाना है कभी जो कम नहीं होता है जिसके पास दौलत उसे कुछ ग़म नहीं होता तेरा-मेरा करके जो मरते उनको ये समझाना सूरत पे माशा अल्लाह वो बात है अभी से तड़पेंगे दिल हज़ारों गुज़रोगे जिस गली से डोली में जब बिठाकर लाओगे फुलझड़ी को ज़िन्दा रहे तो हम भी देखेंगे उस घड़ी को अगर अल्लाह ने चाहा तो हम उस दिल भी आएँगे बधाई हमने गाई है तो हम सेहरा भी गाएँगे चाँद-सूरज भी आएँगे नीचे दूल्हा-दुल्हन के पीछे है काम आदमी का … Englishaisī chīz sunāeṇ ki mahafil de tālī pe tālī varnā apnā nām nahīṅ banne khāṇ bhopālī munne miyāṇ badhāī bano khuśh honhār donoṅ jahāṇ kī khuśhiyāṇ hoṅ āp pe nisār bachapan ho khuśhagvār javānī sadābhār allāh kare ye din āe hazār bār jīnā to hai usī kā jisne ye rāz jānā hai kām ādmī kā auroṅ ke kām ānā kisī ne kahā tū hai tāroṅ kā rājā kisī ne duā dī kisī ne dī badhāī sabkī āṇkhoṅ kā tū tārā bane terī hī rośhnī meṅ chamke terā gharānā dil lagākar tū paṛhnā hameśhā āge baṛhnā sach kā dāman na chhūṭe chāhe ye duniyā rūṭhe kām tū achchhā karnā sirf allāh se ḍarnā sabhī ko gale lagā kar mohabbat meṅ luṭ jānā mohabbat vo khazānā hai kabhī jo kam nahīṅ hotā hai jiske pās daulat use kuchh ġham nahīṅ hotā terā-merā karke jo marte unko ye samjhānā sūrat pe māśhā allāh vo bāt hai abhī se taṛpeṅge dil hazāroṅ guzroge jis galī se ḍolī meṅ jab biṭhākar lāoge phuljhaṛī ko zindā rahe to ham bhī dekheṅge us ghaṛī ko agar allāh ne chāhā to ham us dil bhī āeṇge badhāī hamne gāī hai to ham sehrā bhī gāeṇge chāṇd-sūraj bhī āeṇge nīche dūlhā-dulhan ke pīchhe hai kām ādmī kā …