Title (Indic)फूलों से मुखड़े वाली ... ख़ुदाया ख़ैर् WorkAasra Year1966 LanguageHindi Credits Role Artist Music Laxmikant-Pyarelal Performer Mohammad Rafi Writer Anand Bakshi LyricsHindiफूलों से मुखड़े वाली निकली है एक मतवाली गुलशन की करने सैर ( ख़ुदाया ख़ैर ) -2 ले थाम ले मेरी बाँहें ऊँची-नीची हैं राहें कहीं फिसल न जाए पैर ख़ुदाया ख़ैर … क्या हाल नज़ारों का होगा क्या रंग बहारों का होगा ये हुस्न अगर मुस्काया तो क्या इश्क़ के मारों का होगा मतवाले नैन हैं ऐसे तालाब में जैसे दो फूल रहे हों तैर ख़ुदाया ख़ैर … ये होंठ नहीं अफ़साने हैं अफ़साने नहीं मैख़ाने हैं न जाने किसकी क़िस्मत में ये प्यार भरे पैमाने हैं इन होंठों का मस्ताना इन ज़ुल्फ़ों का दीवाना बन जाए न कोई ग़ैर ख़ुदाया ख़ैर … हर एक अदा मस्तानी है ये वक़्त की रानी है जो पहली बार सुनी मैने वो रंगीन कहानी है मौजों की तरह चलती है शबनम सी ये जलती है कलियों से है बैर ख़ुदाया ख़ैर … Englishphūloṅ se mukhaṛe vālī niklī hai ek matvālī gulaśhan kī karne sair ( khudāyā khair ) -2 le thām le merī bāṇheṅ ūṇchī-nīchī haiṅ rāheṅ kahīṅ phisal na jāe pair khudāyā khair … kyā hāl nazāroṅ kā hogā kyā raṅg bahāroṅ kā hogā ye husn agar muskāyā to kyā iśhq ke māroṅ kā hogā matvāle nain haiṅ aise tālāb meṅ jaise do phūl rahe hoṅ tair khudāyā khair … ye hoṅṭh nahīṅ afsāne haiṅ afsāne nahīṅ maikhāne haiṅ na jāne kiskī qismat meṅ ye pyār bhare paimāne haiṅ in hoṅṭhoṅ kā mastānā in zulfoṅ kā dīvānā ban jāe na koī ġhair khudāyā khair … har ek adā mastānī hai ye vaqt kī rānī hai jo pahlī bār sunī maine vo raṅgīn kahānī hai maujoṅ kī tarah chaltī hai śhabnam sī ye jaltī hai kaliyoṅ se hai bair khudāyā khair …