Title (Indic)नींद कभी रहती थी आँखों में अब रहते हैं साँवरिया WorkAasra Year1966 LanguageHindi Credits Role Artist Music Laxmikant-Pyarelal Performer Lata Mangeshkar Writer Anand Bakshi LyricsHindiनींद कभी रहती थी आँखों में अब रहते हैं साँवरिया चैन कभी रहता था इस दिल में अब रहते हैं साँवरिया लोग मुझसे कहें देखो उधर निकला है चाँद कौन देखे उधर जाने किधर निकला है चाँद चाँद कभी रहता था नज़रों में अब रहते हैं साँवरिया नींद कभी रहती थी … झूठ बोली पवन कहने लगी आई बहार हम बाग़ में गए देखा वहाँ प्यार ही प्यार फूल रहते होंगे चमन में कभी अब रहते हैं साँवरिया नींद कभी रहती थी … बात पहले भी और तूफ़ान से डरते थे हम बात अब और है अब है हमें काहे का ग़म साथ कभी माँझी था संग लेकिन अब रहते हैं साँवरिया नींद कभी रहती थी … Englishnīṅd kabhī rahtī thī āṇkhoṅ meṅ ab rahte haiṅ sāṇvriyā chain kabhī rahtā thā is dil meṅ ab rahte haiṅ sāṇvriyā log mujhse kaheṅ dekho udhar niklā hai chāṇd kaun dekhe udhar jāne kidhar niklā hai chāṇd chāṇd kabhī rahtā thā nazroṅ meṅ ab rahte haiṅ sāṇvriyā nīṅd kabhī rahtī thī … jhūṭh bolī pavan kahne lagī āī bahār ham bāġh meṅ gae dekhā vahāṇ pyār hī pyār phūl rahte hoṅge chaman meṅ kabhī ab rahte haiṅ sāṇvriyā nīṅd kabhī rahtī thī … bāt pahle bhī aur tūfān se ḍarte the ham bāt ab aur hai ab hai hameṅ kāhe kā ġham sāth kabhī māṇjhī thā saṅg lekin ab rahte haiṅ sāṇvriyā nīṅd kabhī rahtī thī …