आशिक़ हूँ इक ... लोग कहें मुझे पगला कहीं का
( आशिक़ हूँ इक माहज़बीं का
लोग कहें मुझे पगला कहीं का ) -2
दिल की तमन्ना पूरी कर दो
साथी बना लो मुझे ज़िन्दगी का
आशिक़ हूँ इक …
महफ़िल-महफ़िल धूम मचाऊँ -2
पागल बनकर नाच दिखाऊँ -2
जान-ए-तमन्ना साथ है मेरे -2
हाल न पूछो मेरी ख़ुशी का
आशिक़ हूँ इक …
जाने वो कैसी जान-ए-जहाँ है -2
उसके बिना तो चैन कहाँ है -2
शाम-सबेरा कुछ नहीं देखूँ -2
फेरा मारूँ उसकी गली का
आशिक़ हूँ इक …
एक सनम को अपना लिया है -2
प्यार का बंधन बाँध लिया है -2
मुझको तो अपना होश नहीं है -2
मुझपे नशा है आशिक़ी का
आशिक़ हूँ इक …
( āśhiq hūṇ ik māhazbīṅ kā
log kaheṅ mujhe paglā kahīṅ kā ) -2
dil kī tamannā pūrī kar do
sāthī banā lo mujhe zindgī kā
āśhiq hūṇ ik …
mahafil-mahafil dhūm machāūṇ -2
pāgal bankar nāch dikhāūṇ -2
jān-e-tamannā sāth hai mere -2
hāl na pūchho merī khuśhī kā
āśhiq hūṇ ik …
jāne vo kaisī jān-e-jahāṇ hai -2
uske binā to chain kahāṇ hai -2
śhām-saberā kuchh nahīṅ dekhūṇ -2
pherā mārūṇ uskī galī kā
āśhiq hūṇ ik …
ek sanam ko apnā liyā hai -2
pyār kā baṅdhan bāṇdh liyā hai -2
mujhko to apnā hośh nahīṅ hai -2
mujhpe naśhā hai āśhiqī kā
āśhiq hūṇ ik …