Title (Indic)दोस्ती करते नहीं दोस्ती हो जाती है WorkAarzoo Year1999 LanguageHindi Credits Role Artist Music Anu Malik Performer Alka Yagnik Writer Anand Bakshi LyricsHindiदोस्ती करते नहीं दोस्ती हो जाती है दोस्ती बढ़ जाए तो आशिक़ी बन जाती है आशिक़ी बढ़ जाए तो बन्दगी बन जाती है होंठों के ऊपर रुकती नहीं पलकों के पीछे छुपती नहीं लगती नहीं ये दिल की लगी लग जाए तो फिर बुझती नहीं कैसा नशा है इस प्यार का दिल जिससे मदहोश हो जाते हैं कुछ लोग गाते हैं झूमके कुछ लोग ख़ामोश हो जाते हैं ये ख़ामोशी इक दिन शायरी बन जाती है दोस्ती करते नहीं … चलते हैं जादू यूं प्यार के सब लोग हैरान हो जाते हैं जो प्यार करते हैं कहते नहीं चुपके से क़ुर्बां हो जाते हैं दिल में किसी की रहती है याद होंठों पे रहता है कोई नाम क़ुर्बान जाएं इस प्यार में इस प्यार को हम सबका सलाम प्यार की पहली नज़र आखरी बन जाती है दोस्ती करते नहीं … प्यार की ये मौत भी ज़िंदगी बन जाती है Englishdostī karte nahīṅ dostī ho jātī hai dostī baṛh jāe to āśhiqī ban jātī hai āśhiqī baṛh jāe to bandgī ban jātī hai hoṅṭhoṅ ke ūpar ruktī nahīṅ palkoṅ ke pīchhe chhuptī nahīṅ lagtī nahīṅ ye dil kī lagī lag jāe to phir bujhtī nahīṅ kaisā naśhā hai is pyār kā dil jisse madhośh ho jāte haiṅ kuchh log gāte haiṅ jhūmke kuchh log khāmośh ho jāte haiṅ ye khāmośhī ik din śhāyrī ban jātī hai dostī karte nahīṅ … chalte haiṅ jādū yūṅ pyār ke sab log hairān ho jāte haiṅ jo pyār karte haiṅ kahte nahīṅ chupke se qurbāṅ ho jāte haiṅ dil meṅ kisī kī rahtī hai yād hoṅṭhoṅ pe rahtā hai koī nām qurbān jāeṅ is pyār meṅ is pyār ko ham sabkā salām pyār kī pahlī nazar ākhrī ban jātī hai dostī karte nahīṅ … pyār kī ye maut bhī ziṅdgī ban jātī hai