Aankh men kajraa ... meree choonar ur ur jaae

आँख में कजरा ... मेरी चूनर उड़ उड़ जाए
Year
Language

आँख में कजरा बाल में गजरा बिंदिया झोला खाए रे
देख के तेरी मस्त जवानी चंदा भी शरमाए रे
ओय ओय ओय ओय ओय
मेरी चूनर उड़ उड़ जाए
हाय मेरा दिल घबराए
कोई ये तो बताए मुझे ये क्‌या हुआ है
मेरा दिल क्‌यूँ मचला जाए हाय
मेरी चूनर उड़ उड़ जाए …

चुनरी चुनर तेरी चुनरी चुनर तेरी

उनके दरस को हरपल मेरी आँखें तरसी जाएं
तन्हाई बेचैनी मुझको क्‌यूं इतना तड़पाएं
खनन खनन खनन खनन
कोई ये तो बताए …

चुनरी चुनर तेरी चुनरी चुनर तेरी

रंग रंगीली चूनर मेरी लहरों सी लहराए
मस्त पवन के चंचल झोंके प्रीत के गीत सुनाएं
खनन खनन खनन खनन
कोई ये तो बताए …

āṇkh meṅ kajrā bāl meṅ gajrā biṅdiyā jholā khāe re
dekh ke terī mast javānī chaṅdā bhī śharmāe re
oy oy oy oy oy
merī chūnar uṛ uṛ jāe
hāy merā dil ghabrāe
koī ye to batāe mujhe ye k‌yā huā hai
merā dil k‌yūṇ machlā jāe hāy
merī chūnar uṛ uṛ jāe …

chunrī chunar terī chunrī chunar terī

unke daras ko harpal merī āṇkheṅ tarsī jāeṅ
tanhāī bechainī mujhko k‌yūṅ itnā taṛpāeṅ
khanan khanan khanan khanan
koī ye to batāe …

chunrī chunar terī chunrī chunar terī

raṅg raṅgīlī chūnar merī lahroṅ sī lahrāe
mast pavan ke chaṅchal jhoṅke prīt ke gīt sunāeṅ
khanan khanan khanan khanan
koī ye to batāe …