आँचल में फूल चाँद सितारे सजा लिये
आँचल में फूल चाँद सितारे सजा लिये
नैनों में मैंने आस के दीपक जला लिये
सुनते ही उनका नाम मेरा दिल धड़क उठा
कजरा लहक उठा मेरा गजरा महक उठा
दुनिया ने दिल के भेद निगाहों से पा लिये
करते हैं सब ही प्यार मगर इस कदर नहीं
हम उनके कब हुये ये हमें ख़ुद ख़बर नहीं
आँखों ने नींद छोड़ के सपने सजा लिये
जल्दी से इंतज़ार का मौसम तमाम हो
जी चाहता है आज ये जल्दी से शाम हो
इस बेक़रार दिल को कहाँ तक सम्भालिये
आँगन में मेरे प्यार की बारात आयेगी
था जिसका इंतज़ार वही रात आयेगी
ख़ाबों में ताजमहल वफ़ा के बना लिये
āṇchal meṅ phūl chāṇd sitāre sajā liye
nainoṅ meṅ maiṅne ās ke dīpak jalā liye
sunte hī unkā nām merā dil dhaṛak uṭhā
kajrā lahak uṭhā merā gajrā mahak uṭhā
duniyā ne dil ke bhed nigāhoṅ se pā liye
karte haiṅ sab hī pyār magar is kadar nahīṅ
ham unke kab huye ye hameṅ khud khabar nahīṅ
āṇkhoṅ ne nīṅd chhoṛ ke sapne sajā liye
jaldī se iṅtazār kā mausam tamām ho
jī chāhtā hai āj ye jaldī se śhām ho
is beqrār dil ko kahāṇ tak sambhāliye
āṇgan meṅ mere pyār kī bārāt āyegī
thā jiskā iṅtazār vahī rāt āyegī
khāboṅ meṅ tājamahal vafā ke banā liye