आना तो सजनी दिन को आना ... सपनों में आके
आना तो सजनी दिन को आना
सपनों में आके सताना ना
दिन को जब गुल खिले मेरी जाँ तू मिले
फिर अदा का ख़ज़ाना आके मुझपे लुटाना
पर ये गुज़ारिश सुनती जाना
सपनों में आके …
देख ले ज़ालिम ये तड़पना मेरा
मेरी निंदिया की चोरी तूने की ओ चकोरी
हाय मुझे कर के दीवाना
सपनों में आके …
तेरे जलवे हज़ार तू है जान-ए-बहार
लेके आँचल की छैंया कहियो ओ मोरे सैंया
जागूँ तो चाहे जो फ़रमाना
सपनों में आके …
ānā to sajnī din ko ānā
sapnoṅ meṅ āke satānā nā
din ko jab gul khile merī jāṇ tū mile
phir adā kā khazānā āke mujhpe luṭānā
par ye guzāriśh suntī jānā
sapnoṅ meṅ āke …
dekh le zālim ye taṛapnā merā
merī niṅdiyā kī chorī tūne kī o chakorī
hāy mujhe kar ke dīvānā
sapnoṅ meṅ āke …
tere jalve hazār tū hai jān-e-bahār
leke āṇchal kī chhaiṅyā kahiyo o more saiṅyā
jāgūṇ to chāhe jo farmānā
sapnoṅ meṅ āke …