Aahaa aahaa aa ye suhaanaa safar

आहा आहा आ ये सुहाना सफ़र्
Year
Language

आहा आहा आ ये सुहाना सफ़र -2
सुख भी नहीं है दुख भी नहीं है
रुकती नहीं है नज़ारों पे नज़र
आहा आहा आ ये …

हो हवाएँ झूम रही हैं
गुलों को चूम रही हैं
रोकूँ मैं कैसे ऐसे उड़ा जाए जैसे
माँग लिए हों किसी पंछी के पर
आहा आहा आ ये …

हो मुसाफ़िर चलता ही जाए
कभी मंज़िल ना आए
फिर धीरे-धीरे हौले-हौले मुझसे ये दिल बोले
कट जाए रस्ते में सारी उमर
आहा आहा आ ये …

को: छुप-छुप सैंया पतली क़मर मोरी नाज़ुक बैयाँ

हो मुझे ये राह ना भुला दे
कहीं ये और ना पहुँचा दे
कैसी है ये मतवाली लम्बी-लम्बी काली-काली
ज़ुल्फ़ किसी की है या डगर
आहा आहा आ ये …

āhā āhā ā ye suhānā safar -2
sukh bhī nahīṅ hai dukh bhī nahīṅ hai
ruktī nahīṅ hai nazāroṅ pe nazar
āhā āhā ā ye …

ho havāeṇ jhūm rahī haiṅ
guloṅ ko chūm rahī haiṅ
rokūṇ maiṅ kaise aise uṛā jāe jaise
māṇg lie hoṅ kisī paṅchhī ke par
āhā āhā ā ye …

ho musāfir chaltā hī jāe
kabhī maṅzil nā āe
phir dhīre-dhīre haule-haule mujhse ye dil bole
kaṭ jāe raste meṅ sārī umar
āhā āhā ā ye …

ko: chhup-chhup saiṅyā patlī qamar morī nāzuk baiyāṇ

ho mujhe ye rāh nā bhulā de
kahīṅ ye aur nā pahuṇchā de
kaisī hai ye matvālī lambī-lambī kālī-kālī
zulf kisī kī hai yā ḍagar
āhā āhā ā ye …