Title (Indic)हर चेहरा यहाँ चाँद तो हर ज़र्रा सितारा WorkAabroo Year1968 LanguageHindi Credits Role Artist Music Sonik Omi Performer Mohammad Rafi Writer G S Rawal LyricsHindiहर चेहरा यहाँ चाँद तो हर ज़र्रा सितारा ये वादी-ए-कश्मीर है ( जन्नत का नज़ारा ) -2 हर चेहरा यहाँ … हँसती हैं जो कलियाँ तो हसीं फूल हैं खिलते हैं लोग यहाँ जैसे उतर आए फ़रिश्ते हर दिल से निकलती है यहाँ प्यार की धारा ये वादी-ए-कश्मीर … ये चोटियाँ बरफ़ों की हैं आज़ादी का परचम हँसती है ग़ुलामी पे ये इनसान की हरदम देती है आकाश को बाँहों का सहारा ये वादी-ए-कश्मीर … दिन-रात हवा साज बजाती है सुहाने नदियों के लबों पर हैं मुहब्बत के तराने मस्ती में है डूबा हुआ बेहोश किनारा ये वादी-ए-कश्मीर … ये जलवा-ए-रंगीं है किसी ख़्वाब की ताबीर या फूलों में बैठी हुई दुल्हन की है तस्वीर या थम गया चलता हुआ परियों का शिकारा ये वादी-ए-कश्मीर … Englishhar chehrā yahāṇ chāṇd to har zarrā sitārā ye vādī-e-kaśhmīr hai ( jannat kā nazārā ) -2 har chehrā yahāṇ … hṇstī haiṅ jo kaliyāṇ to hasīṅ phūl haiṅ khilte haiṅ log yahāṇ jaise utar āe fariśhte har dil se nikaltī hai yahāṇ pyār kī dhārā ye vādī-e-kaśhmīr … ye choṭiyāṇ barafoṅ kī haiṅ āzādī kā parcham hṇstī hai ġhulāmī pe ye insān kī hardam detī hai ākāśh ko bāṇhoṅ kā sahārā ye vādī-e-kaśhmīr … din-rāt havā sāj bajātī hai suhāne nadiyoṅ ke laboṅ par haiṅ muhabbat ke tarāne mastī meṅ hai ḍūbā huā behośh kinārā ye vādī-e-kaśhmīr … ye jalvā-e-raṅgīṅ hai kisī khvāb kī tābīr yā phūloṅ meṅ baiṭhī huī dulhan kī hai tasvīr yā tham gayā chaltā huā pariyoṅ kā śhikārā ye vādī-e-kaśhmīr …