Zulm tumhaare sah na sake ham

ज़ुल्म तुम्हारे सह न सके हम्
Work
Year
Language

ज़ुल्म तुम्हारे सह न सके हम सब्र का दामन छूट गया
इक ठेस लगी आँसू टपके इक चोट लगी दिल टूट गया

नज़रों की लगावट दिल की लगी सुख से नहीं रहने देती कभी
दिल पर तेरे ग़म में ये गुज़री इक छाला बना और फूट गया

मुँह फेर के जाने वाले ठहर फ़रियाद तो मेरी सुनता जा
जिसमें के तेरी तस्वीर सजी थी आज वो शीशा टूट गया
इक ठेस लगी …

zulm tumhāre sah na sake ham sabr kā dāman chhūṭ gayā
ik ṭhes lagī āṇsū ṭapke ik choṭ lagī dil ṭūṭ gayā

nazroṅ kī lagāvaṭ dil kī lagī sukh se nahīṅ rahne detī kabhī
dil par tere ġham meṅ ye guzrī ik chhālā banā aur phūṭ gayā

muṇh pher ke jāne vāle ṭhahar fariyād to merī suntā jā
jismeṅ ke terī tasvīr sajī thī āj vo śhīśhā ṭūṭ gayā
ik ṭhes lagī …