ज़ुल्म की आंधी मोड़ दूं ... लो मैं आ गया
ज़ुल्म की आंधी मोड़ दूं अधर्म की लाठी तोड़ दूं
नाम-ओ-निशान ज़ुल्म का धरती से दूं मिटा
बात ये मन में ठान के लो मैं आ गया
हो हो हो हो
ज़ुल्म की आंधी …
जय बजरंग बली तोड़ दुश्मन की नली
मुझको ना खाली हवलदार समझो ओ
जो तुमको समझाया इक बार समझो
चप्पा चप्पा जानूं दुश्मन की गली का
चेला हूँ मैं बजरंग बली का
हक़ मुल्क़ का अदा करो तुमको ये दूं बता
वरना सीना तान के लो मैं आ गया
हो हो हो हो
सोच लिया कर लिया मैने इरादा ओ
खुद से निभाना है एक वादा
हर एक रावण की लंका जलानी है
हर नगरी भारत की अवध बनानी है
उठने लगी है जोश की ज्वाला इस तरह
तूफ़ान बन के आग का लो मैं आ गया
हे ज़ुल्म की आंधी …
zulm kī āṅdhī moṛ dūṅ adharm kī lāṭhī toṛ dūṅ
nām-o-niśhān zulm kā dhartī se dūṅ miṭā
bāt ye man meṅ ṭhān ke lo maiṅ ā gayā
ho ho ho ho
zulm kī āṅdhī …
jay bajaraṅg balī toṛ duśhman kī nalī
mujhko nā khālī havaldār samjho o
jo tumko samjhāyā ik bār samjho
chappā chappā jānūṅ duśhman kī galī kā
chelā hūṇ maiṅ bajaraṅg balī kā
haq mulq kā adā karo tumko ye dūṅ batā
varnā sīnā tān ke lo maiṅ ā gayā
ho ho ho ho
soch liyā kar liyā maine irādā o
khud se nibhānā hai ek vādā
har ek rāvaṇ kī laṅkā jalānī hai
har nagrī bhārat kī avadh banānī hai
uṭhne lagī hai jośh kī jvālā is tarah
tūfān ban ke āg kā lo maiṅ ā gayā
he zulm kī āṅdhī …