Zor dekho shor dekho thoraa kaho thoraa suno

ज़ोर देखो शोर देखो थोड़ा कहो थोड़ा सुनो
Year
Language

ज़ोर
ज़ोर देखो शोर देखो थोड़ा कहो थोड़ा सुनो
ज़ोर देखो शोर देखो थोड़ा रुको थोड़ा चलो
किसी ने किसी से कहा मचा है शहर में ये शोर ये है ज़ोर

ज़िंदगी खुशनुमा वक़्त खिलता हुआ
जो सपनों में था वो भी हासिल हुआ
दिल को बांधे हुए प्यार की डोर है
ये कहानी तो है जब तलक ज़ोर है
ज़ोर देखो शोर देखो …

जब भी डर सा लगे चांद छुपने लगे
हो अंधेरा बड़ा तुम अगर रुक गए
ये नहीं देखना रात घनघोर है
याद रखना ज़रा तुम में भी ज़ोर है
ज़ोर देखो शोर देखो …

zor
zor dekho śhor dekho thoṛā kaho thoṛā suno
zor dekho śhor dekho thoṛā ruko thoṛā chalo
kisī ne kisī se kahā machā hai śhahar meṅ ye śhor ye hai zor

ziṅdgī khuśhnumā vaqt khiltā huā
jo sapnoṅ meṅ thā vo bhī hāsil huā
dil ko bāṅdhe hue pyār kī ḍor hai
ye kahānī to hai jab talak zor hai
zor dekho śhor dekho …

jab bhī ḍar sā lage chāṅd chhupne lage
ho aṅdherā baṛā tum agar ruk gae
ye nahīṅ dekhnā rāt ghanghor hai
yād rakhnā zarā tum meṅ bhī zor hai
zor dekho śhor dekho …