ज़ूम ज़ूम अइयो अइया ... दीवानी ... सब मुझे बोलें
ऐ मधुबाला आजा रे आजा
ज़ूम ज़ूम ज़ूम ज़ूम ज़ूम ज़ूम ज़ूम
अइयो अइया
जिस महफ़िल में जाऊं जादू ऐसा चलाऊं
सब मुझे बोलें हाय रे आजा रे
दीवानी दीवानी दीवानी दीवानी दीवानी दीवानी
दीवानी दीवानी दीवानी दीवानी दीवानी दीवानी
दीवानी दीवानी
अइयो अइया
ज़ूम ज़ूम ज़ूम ज़ूम ज़ूम ज़ूम ज़ूम
मेरे छैला ऐसे न डरो
करना है जो वो सौदा करो
ना रखो मुझसे ज़रा दूरियां
मैं दे दूंगी तुझे मेरी जां
हसीं ये पल ये मन ये तन
सीने से लगाऊं बाहों में जो आऊं
सब मुझे बोलें …
छुपते छुपाते आए हो सनम
क्या नज़राने लाए हो सनम
मुझसे बचके जाओगे कहां
सब कुछ तुमको मिलेगा यहां
अदा नशा वफ़ा मज़ा
आशिक़ मैं बनाऊं ऐसे जल्वे दिखाऊं
सब मुझे बोलें …
ai madhubālā ājā re ājā
zūm zūm zūm zūm zūm zūm zūm
aiyo aiyā
jis mahafil meṅ jāūṅ jādū aisā chalāūṅ
sab mujhe boleṅ hāy re ājā re
dīvānī dīvānī dīvānī dīvānī dīvānī dīvānī
dīvānī dīvānī dīvānī dīvānī dīvānī dīvānī
dīvānī dīvānī
aiyo aiyā
zūm zūm zūm zūm zūm zūm zūm
mere chhailā aise na ḍaro
karnā hai jo vo saudā karo
nā rakho mujhse zarā dūriyāṅ
maiṅ de dūṅgī tujhe merī jāṅ
hasīṅ ye pal ye man ye tan
sīne se lagāūṅ bāhoṅ meṅ jo āūṅ
sab mujhe boleṅ …
chhupte chhupāte āe ho sanam
kyā nazrāne lāe ho sanam
mujhse bachke jāoge kahāṅ
sab kuchh tumko milegā yahāṅ
adā naśhā vafā mazā
āśhiq maiṅ banāūṅ aise jalve dikhāūṅ
sab mujhe boleṅ …