ज़िंदगी ज़िंदगी ज़िंदगी कब तुम को देखा है
ज़िंदगी, ज़िंदगी, ज़िंदगी - 2
(कब तुम को देखा है - 2), तारों के संग
फूलों के रंग में, तुम को पाना है
ये मैंने ठाना है, तुम को पाना है
ये मैंने ठाना है, अपने घर लाना है
ये मैंने ठाना है
तुम मेरे साथ हो, मैं तेरे साथ हूँ
वो ज़मीन साथ है, आसमान साथ है
ये भीगा भीगा जिस्म, ये भीगी आरज़ू
ज़िन्दगी मिल गयी, ज़िन्दगी है सौदागर
देती है कुछ लेने के बाद
दी बहार मुझ को मगर फिर
ली चमन रखने के बाद
संग के संग, लहू के रंग में
तुम को पाना है, तुम को पाना है
ज़िन्दगी …
ziṅdgī, ziṅdgī, ziṅdgī - 2
(kab tum ko dekhā hai - 2), tāroṅ ke saṅg
phūloṅ ke raṅg meṅ, tum ko pānā hai
ye maiṅne ṭhānā hai, tum ko pānā hai
ye maiṅne ṭhānā hai, apne ghar lānā hai
ye maiṅne ṭhānā hai
tum mere sāth ho, maiṅ tere sāth hūṇ
vo zamīn sāth hai, āsmān sāth hai
ye bhīgā bhīgā jism, ye bhīgī ārazū
zindgī mil gayī, zindgī hai saudāgar
detī hai kuchh lene ke bād
dī bahār mujh ko magar phir
lī chaman rakhne ke bād
saṅg ke saṅg, lahū ke raṅg meṅ
tum ko pānā hai, tum ko pānā hai
zindgī …