ज़िन्दगी मुझको दिखा दे रास्ता
ज़िन्दगी मुझको दिखा दे रास्ता -2
तुझको मेरी हसरतों का वास्ता -2
ज़िन्दगी मुझको दिखा …
बोझ ग़म का चला जाता नहीं
बेबसी का दुख सहा जाता नहीं
सारा आलम अजनबी है क्या करूँ -2
उलझनों में कुछ नज़र आता नहीं
ओ ज़िन्दगी मुझको दिखा …
मयकदा जाऊँ मेरी आदत नहीं
हाथ फैलाना मेरी फ़ितरत नहीं
अब चला हूँ तो मंज़िल पाऊँगा -2
मैं नहीं या अब मेरी क़िस्मत नहीं
ओ ज़िन्दगी मुझको दिखा …
zindgī mujhko dikhā de rāstā -2
tujhko merī hasartoṅ kā vāstā -2
zindgī mujhko dikhā …
bojh ġham kā chalā jātā nahīṅ
bebsī kā dukh sahā jātā nahīṅ
sārā ālam ajanbī hai kyā karūṇ -2
ulajhnoṅ meṅ kuchh nazar ātā nahīṅ
o zindgī mujhko dikhā …
mayakdā jāūṇ merī ādat nahīṅ
hāth phailānā merī fitarat nahīṅ
ab chalā hūṇ to maṅzil pāūṇgā -2
maiṅ nahīṅ yā ab merī qismat nahīṅ
o zindgī mujhko dikhā …