ज़िंदगी को बिना प्यार कोई कैसे गुज़ारे
हे हे हे हे हे हे हे हे हे हा हा हा हा हे हे हे हे
ज़िंदगी को बिना प्यार कोई कैसे गुज़ारे
महबूब की आँखों में बड़ी बात है प्यारे
आते हैं ज़मीं पर कभी ये चाँद सितारे
महबूब की आँखों में …
आ हा हा ओ हो हो
आ
इस उम्र में बन जाएगी कोई तो कहानी हो
तनहा नहीं कटती है ये मदहोश जवानी
कोई नया दिलबर चुनो कितनी हसीं रात है
छुप के कोई धड़कन सुनो कह दो जो दिल में बात है
मिलते हैं नसीबों से ये बाहों के सहारे
महबूब की आँखों में …
ल ल ला
हो ओ आ हा हा हा
बन जाओ किसी के किसी को अपना बना लो हो हो
पलकों के झरोखों में कोई सपना सजा लो
यादों में तुम खोए रहो सारे जहाँ को भूल के
ज़ुल्फ़ों तले सोए रहो भीगे लबों को चूम के
नज़रों में बसा लो सभी रंगीन नज़ारे
आ हा हा
महबूब की आँखों में …
he he he he he he he he he hā hā hā hā he he he he
ziṅdgī ko binā pyār koī kaise guzāre
mahbūb kī āṇkhoṅ meṅ baṛī bāt hai pyāre
āte haiṅ zamīṅ par kabhī ye chāṇd sitāre
mahbūb kī āṇkhoṅ meṅ …
ā hā hā o ho ho
ā
is umr meṅ ban jāegī koī to kahānī ho
tanhā nahīṅ kaṭtī hai ye madhośh javānī
koī nayā dilbar chuno kitnī hasīṅ rāt hai
chhup ke koī dhaṛkan suno kah do jo dil meṅ bāt hai
milte haiṅ nasīboṅ se ye bāhoṅ ke sahāre
mahbūb kī āṇkhoṅ meṅ …
la la lā
ho o ā hā hā hā
ban jāo kisī ke kisī ko apnā banā lo ho ho
palkoṅ ke jharokhoṅ meṅ koī sapnā sajā lo
yādoṅ meṅ tum khoe raho sāre jahāṇ ko bhūl ke
zulfoṅ tale soe raho bhīge laboṅ ko chūm ke
nazroṅ meṅ basā lo sabhī raṅgīn nazāre
ā hā hā
mahbūb kī āṇkhoṅ meṅ …