Zindgee kee talaash men ham maut ke

ज़िंदगी की तलाश में हम मौत के
Work
Year
Language

ज़िंदगी की तलाश में हम मौत के कितने पास आ गए
जब ये सोचा तो घबरा गए आ गए हम कहाँ
ज़िंदगी की तलाश में …

हम थे ऐसे सफ़र पे चले जिसकी कोई भी मंज़िल नहीं
हमने सारी उम्र जो किया उसका कोई भी हासिल नहीं
एक ख़ुशी की तलाश में ये कितने ग़म हमको तड़पा गए
जब ये सोचा तो घबरा …

सोचो हम कब इतने मजबूर थे जो न करना था वो कर गए
पीछे मुड़ के जो देखा ज़रा अपने हालात से डर गए
खुद के बारे में सोचें जो हम अपने आप से शरमा गए
जब ये सोचा तो घबरा …

ziṅdgī kī talāśh meṅ ham maut ke kitne pās ā gae
jab ye sochā to ghabrā gae ā gae ham kahāṇ
ziṅdgī kī talāśh meṅ …

ham the aise safar pe chale jiskī koī bhī maṅzil nahīṅ
hamne sārī umr jo kiyā uskā koī bhī hāsil nahīṅ
ek khuśhī kī talāśh meṅ ye kitne ġham hamko taṛpā gae
jab ye sochā to ghabrā …

socho ham kab itne majbūr the jo na karnā thā vo kar gae
pīchhe muṛ ke jo dekhā zarā apne hālāt se ḍar gae
khud ke bāre meṅ socheṅ jo ham apne āp se śharmā gae
jab ye sochā to ghabrā …