ज़िन्दगी के मोड़ पर जो कोई रास्ता मिला
ज़िन्दगी के मोड़ पर जो कोई रास्ता मिला
तेरी गली से जा मिला -2
आज खाते हैं ठोकरें शहर में ज़िन्दगी के हम -2
तुझसे चले थे दूर-दूर ग़म की शराब पी के हम -2
तेरी तरफ़ बहक गए -2
ऐसा हमें नशा मिला
तेरा ख़्याल छोड़ के बढ़ गईं और उलझनें
तेरे ही नाम की सदा देती है दिल की धड़कनें -2
अब ये ही सोचते हैं हम रूठ के तुझसे क्या मिला -2
तुझसे कोई गरज़ नहीं फिर भी है तेरी आरज़ू
दिल ने तुझे भुला दिया फिर भी है दिल में तू ही तू -2
तुझसे बिछड़ गए तो अब -2
तेरा हमें पता मिला -2
तेरी गली से जा …
zindgī ke moṛ par jo koī rāstā milā
terī galī se jā milā -2
āj khāte haiṅ ṭhokreṅ śhahar meṅ zindgī ke ham -2
tujhse chale the dūr-dūr ġham kī śharāb pī ke ham -2
terī taraf bahak gae -2
aisā hameṅ naśhā milā
terā khyāl chhoṛ ke baṛh gaīṅ aur ulajhneṅ
tere hī nām kī sadā detī hai dil kī dhaṛakneṅ -2
ab ye hī sochte haiṅ ham rūṭh ke tujhse kyā milā -2
tujhse koī garaz nahīṅ phir bhī hai terī ārazū
dil ne tujhe bhulā diyā phir bhī hai dil meṅ tū hī tū -2
tujhse bichhaṛ gae to ab -2
terā hameṅ patā milā -2
terī galī se jā …