Title (Indic)आ जा री निंदिया तू आ के न जा WorkZeenat Year1945 LanguageHindi Credits Role Artist Music Hafiz Khan Performer Noor Jehan LyricsHindiहूँ ( आ जा री निंदिया तू आ के न जा नन्ही सी आँखों में घुल-मिल जा ) -2 आ जा री निंदिया आ बाग़ में कोई कली जो चिटके आँख इसकी खुल जाती है हवा से कह दो धीरे आये -2 नींद किसी को आती है -3 आ जा री निंदिया तू आ के न जा नन्ही सी आँखों में घुल-मिल जा आ जा री निंदिया सूरज की तेज़ धूप है दुनिया सुबह सहे और शाम नहीं दिल की कहानी क्या कहिये आग़ाज़ तो है अंजाम नहीं हूक सी दिल में उठती है -2 जब याद किसी की आती है याद किसी की आती है -2 आ जा री निंदिया तू आ के न जा नन्ही सी आँखों में घुल-मिल जा आ जा री निंदिया Englishhūṇ ( ā jā rī niṅdiyā tū ā ke na jā nanhī sī āṇkhoṅ meṅ ghul-mil jā ) -2 ā jā rī niṅdiyā ā bāġh meṅ koī kalī jo chiṭke āṇkh iskī khul jātī hai havā se kah do dhīre āye -2 nīṅd kisī ko ātī hai -3 ā jā rī niṅdiyā tū ā ke na jā nanhī sī āṇkhoṅ meṅ ghul-mil jā ā jā rī niṅdiyā sūraj kī tez dhūp hai duniyā subah sahe aur śhām nahīṅ dil kī kahānī kyā kahiye āġhāz to hai aṅjām nahīṅ hūk sī dil meṅ uṭhtī hai -2 jab yād kisī kī ātī hai yād kisī kī ātī hai -2 ā jā rī niṅdiyā tū ā ke na jā nanhī sī āṇkhoṅ meṅ ghul-mil jā ā jā rī niṅdiyā