Title (Indic)मेरा दिल फिर टूटा क्यूँ टूटा कैसे टूटा WorkZebo Year1972 LanguageHindi Credits Role Artist Music Khurshid Anwar Performer Mehdi Hassan Writer Qateel Shifai LyricsHindiमेरा दिल फिर टूटा क्यूँ टूटा कैसे टूटा किसी नादान की ठोकर से खिलौना जैसे टूटा मेरा दिल फिर टूटा बिखर गया दिल टूट के मेरा कौन इसे अब जोड़े दुख की रातें लम्बी हैं और ख़ुशियों के दिन थोड़े दिल का साज़ बड़ा नाज़ुक था अपनी लय से टूटा किसी नादान की ठोकर से खिलौना जैसे टूटा मेरा दिल फिर टूटा साहिल से फिर जा टकराई डूब चली फिर नाव नये दुखों से आन मिले हैं आज पुराने घाव जैसे दिल पहले टूटा था आज भी वैसे टूटा किसी नादान की ठोकर से खिलौना जैसे टूटा मेरा दिल फिर टूटा कभी जो देखा करते थे मेरी ख़ुशियों के सपने किधर गये वो साथी मेरे कहाँ गये वो अपने एक-एक कर के छोड़ गये सब ये दिल ऐसे टूटा किसी नादान की ठोकर से खिलौना जैसे टूटा मेरा दिल ऐसे टूटा Englishmerā dil phir ṭūṭā kyūṇ ṭūṭā kaise ṭūṭā kisī nādān kī ṭhokar se khilaunā jaise ṭūṭā merā dil phir ṭūṭā bikhar gayā dil ṭūṭ ke merā kaun ise ab joṛe dukh kī rāteṅ lambī haiṅ aur khuśhiyoṅ ke din thoṛe dil kā sāz baṛā nāzuk thā apnī lay se ṭūṭā kisī nādān kī ṭhokar se khilaunā jaise ṭūṭā merā dil phir ṭūṭā sāhil se phir jā ṭakrāī ḍūb chalī phir nāv naye dukhoṅ se ān mile haiṅ āj purāne ghāv jaise dil pahle ṭūṭā thā āj bhī vaise ṭūṭā kisī nādān kī ṭhokar se khilaunā jaise ṭūṭā merā dil phir ṭūṭā kabhī jo dekhā karte the merī khuśhiyoṅ ke sapne kidhar gaye vo sāthī mere kahāṇ gaye vo apne ek-ek kar ke chhoṛ gaye sab ye dil aise ṭūṭā kisī nādān kī ṭhokar se khilaunā jaise ṭūṭā merā dil aise ṭūṭā