ज़रा ठहरो मैं हाल-ए-दिल सुना लूँ फिर चले जाना

तमन्नाओं को अश्क़ों में बहा लूँ फिर चले जाना
ज़रा ठहरो
अरे ओ जानेवाले एक ही पल के लिये रुक जा -2
मैं शम्मा-ए-ज़िंदगी अपनी बुझा लूँ फिर चले जाना
ज़रा ठहरो मैं हाल-ए-दिल सुना लूँ फिर चले जाना
ज़रा ठहरो
क़यामत की घड़ी है आज तो जी भर के रोने दो -2
मैं तुमको हार अश्क़ों के पिन्हा लूँ फिर चले जाना
ज़रा ठहरो मैं हाल-ए-दिल सुना लूँ फिर चले जाना
ज़रा ठहरो
तेरे जाते ही साज-ए-ज़िंदगानी टूट जायेगा -2
मैं अपना आख़री नगमा सुना लूँ फिर चले जाना
ज़रा ठहरो मैं हाल-ए-दिल सुना लूँ फिर चले जाना
तमन्नाओं को अश्क़ों में बहा लूँ फिर चले जाना
ज़रा ठहरो
zarā ṭhahro maiṅ hāl-e-dil sunā lūṇ phir chale jānā
tamannāoṅ ko aśhqoṅ meṅ bahā lūṇ phir chale jānā
zarā ṭhahro
are o jānevāle ek hī pal ke liye ruk jā -2
maiṅ śhammā-e-ziṅdgī apnī bujhā lūṇ phir chale jānā
zarā ṭhahro maiṅ hāl-e-dil sunā lūṇ phir chale jānā
zarā ṭhahro
qayāmat kī ghaṛī hai āj to jī bhar ke rone do -2
maiṅ tumko hār aśhqoṅ ke pinhā lūṇ phir chale jānā
zarā ṭhahro maiṅ hāl-e-dil sunā lūṇ phir chale jānā
zarā ṭhahro
tere jāte hī sāj-e-ziṅdgānī ṭūṭ jāyegā -2
maiṅ apnā ākhrī nagmā sunā lūṇ phir chale jānā