Zaraa sanbhaalnaa ... ki teraa-meraa nayaa-nayaa pyaar huaa hai

ज़रा संभालना ... कि तेरा-मेरा नया-नया प्यार हुआ है
Year
Language

मु: ज़रा संभालना मेरी जाँ अपनी निगाहें
कि तेरा-मेरा नया-नया प्यार हुआ है -2
ल: ( न छेड़ आज हैं ) -2 और ही दिल की अदाएँ
ल क: कि तेरा-मेरा …

ल: चाँद उतर आया जैसे ज़मीं पे
दुनिया नज़र आई हमको यहीं पे
मु: तुझे अपनी बहारों की ख़बर है कि नहीं
तेरी अपने इशारों पे नज़र है कि नहीं
ल: तेरी नज़र जाने हया अपनी हमें क्‌या ख़बर
क: रंग निखर आया है आज तुम्हें देखकर
मु: यहीं पे रोक ले मेरी जाँ अपनी निगाहें
कि तेरा-मेरा …
ल क: कि तेरा-मेरा …

मु: तेरे क़दम आए दिल के चमन में
बिजली सी लहराई सारे बदन में
ल: चलो चूका नहीं तीर कुछ तो हुआ
क: मेरे दिल का तेरे दिल पर असर कुछ तो हुआ
मु: देख मेरे सपनों का शीश-महल तोड़ के
अब न कहीं जाना तू साथ मेरा छोड़ के
ल: अभी न आज़मा
ल क: अभी न आज़मा साजना मेरी वफ़ाएँ
कि तेरा-मेरा …
ती: कि तेरा-मेरा …

mu: zarā saṅbhālnā merī jāṇ apnī nigāheṅ
ki terā-merā nayā-nayā pyār huā hai -2
la: ( na chheṛ āj haiṅ ) -2 aur hī dil kī adāeṇ
la ka: ki terā-merā …

la: chāṇd utar āyā jaise zamīṅ pe
duniyā nazar āī hamko yahīṅ pe
mu: tujhe apnī bahāroṅ kī khabar hai ki nahīṅ
terī apne iśhāroṅ pe nazar hai ki nahīṅ
la: terī nazar jāne hayā apnī hameṅ k‌yā khabar
ka: raṅg nikhar āyā hai āj tumheṅ dekhkar
mu: yahīṅ pe rok le merī jāṇ apnī nigāheṅ
ki terā-merā …
la ka: ki terā-merā …

mu: tere qadam āe dil ke chaman meṅ
bijlī sī lahrāī sāre badan meṅ
la: chalo chūkā nahīṅ tīr kuchh to huā
ka: mere dil kā tere dil par asar kuchh to huā
mu: dekh mere sapnoṅ kā śhīśh-mahal toṛ ke
ab na kahīṅ jānā tū sāth merā chhoṛ ke
la: abhī na āzmā
la ka: abhī na āzmā sājnā merī vafāeṇ
ki terā-merā …
tī: ki terā-merā …