ज़रा झूमने दो ... मुझे देखिए मैं कोई दास्ताँ हूँ
ज़रा झूमने दो के मसरूर हूँ मैं
यहाँ हूँ यहाँ से बहुत दूर हूँ मैं
मुझे देखिए मैं कोई दास्ताँ हूँ -2
बहुत कुछ है दिल में मगर बेज़ुबाँ हूँ
मुझे देखिए मैं …
जिन्हें याद हूँ मैं भुलाएँगे कैसे
मुझे बज़्म से वो ( उठाएँगे कैसे ) -2
जली तो शमा थी बुझी तो धुआँ हूँ
मुझे देखिए मैं …
अभी चाहती हूँ ज़रा मुस्कराना
कभी फिर करूँगी बयाँ ये फ़साना
मुझे जान लेगा ( किसी दिन ज़माना ) -3
बहार-ए-चमन हूँ के दौर-ए-ख़िज़ाँ हूँ
मुझे देखिए मैं …
शिक़स्त-ए-मुहब्बत भला कैसे मानूँ
अजी दर्द-ए-दिल को दवा कैसे मानूँ
कि मैं एक बुत को ( ख़ुदा कैसे मानूँ ) -2
बुतों की ख़ुदाई पे मैं बदगुमाँ हूँ
मुझे देखिए मैं …
zarā jhūmne do ke masrūr hūṇ maiṅ
yahāṇ hūṇ yahāṇ se bahut dūr hūṇ maiṅ
mujhe dekhie maiṅ koī dāstāṇ hūṇ -2
bahut kuchh hai dil meṅ magar bezubāṇ hūṇ
mujhe dekhie maiṅ …
jinheṅ yād hūṇ maiṅ bhulāeṇge kaise
mujhe bazam se vo ( uṭhāeṇge kaise ) -2
jalī to śhamā thī bujhī to dhuāṇ hūṇ
mujhe dekhie maiṅ …
abhī chāhtī hūṇ zarā muskrānā
kabhī phir karūṇgī bayāṇ ye fasānā
mujhe jān legā ( kisī din zamānā ) -3
bahār-e-chaman hūṇ ke daur-e-khizāṇ hūṇ
mujhe dekhie maiṅ …
śhiqast-e-muhabbat bhalā kaise mānūṇ
ajī dard-e-dil ko davā kaise mānūṇ
ki maiṅ ek but ko ( khudā kaise mānūṇ ) -2
butoṅ kī khudāī pe maiṅ badgumāṇ hūṇ
mujhe dekhie maiṅ …