ज़रा चेहरे से कमली हटा दो या रसूलल्लाह्
ज़रा चेहरे से कमली हटा दो या रसूलल्लाह
हमें भी अपना दीवाना बना दो या रसूलल्लाह
ज़रा चेहरे से कमली हटा दो या रसूलल्लाह
मुहब्बत ग़ैर से मेरी चुड़ा दो या रसूलल्लाह
मेरि सोयि हुइ क़िसमत जगा दो य रसूलल्लह
ज़रा चेहरे से कमली हटा दो या रसूलल्लाह
बदी क़िसमत हमारी है के उम्मत में तुम्हारी है
भरोसा दीन-ओ-दुनिया में तुम्हारा या रसूलल्लाह
ज़रा चेहरे से कमली हटा दो या रसूलल्लाह
अँधेरी क़ब्र में मुझ को अकेला चोड़ जायेंगे
वहाँ हो फ़ज़्ल से तेरे उजाला या रसूलल्लाह
ज़रा चेहरे से कमली हटा दो या रसूलल्लाह
ख़ुदा मुझ को मदीने में जो पहुँचाये तो बेहतर है
के रोज़े पर ही दे दूँ जाँ जा कर या रसूलल्लाह
ज़रा चेहरे से कमली हटा दो या रसूलल्लाह्
zarā chehre se kamlī haṭā do yā rasūlallāh
hameṅ bhī apnā dīvānā banā do yā rasūlallāh
zarā chehre se kamlī haṭā do yā rasūlallāh
muhabbat ġhair se merī chuṛā do yā rasūlallāh
meri soyi hui qismat jagā do ya rasūlallah
zarā chehre se kamlī haṭā do yā rasūlallāh
badī qismat hamārī hai ke ummat meṅ tumhārī hai
bharosā dīn-o-duniyā meṅ tumhārā yā rasūlallāh
zarā chehre se kamlī haṭā do yā rasūlallāh
aṇdherī qabr meṅ mujh ko akelā choṛ jāyeṅge
vahāṇ ho fazal se tere ujālā yā rasūlallāh
zarā chehre se kamlī haṭā do yā rasūlallāh
khudā mujh ko madīne meṅ jo pahuṇchāye to behtar hai
ke roze par hī de dūṇ jāṇ jā kar yā rasūlallāh
zarā chehre se kamlī haṭā do yā rasūlallāh