ज़रा आँखों में काजल लगा लो सनम्
ज़रा आँखों में काजल लगा लो सनम
सुर्ख़ चेहरे पे ज़ुल्फ़ें गिरा लो सनम
तेरे गालों पे जो काला तिल है वही मेरा दिल है
तेरी बातों ने ऐसा किया है असर
शर्म से झूक रही है मेरी ये नज़र
तुझे जिसने दीवाना किया है
मेरी बिंदिया है मेरी बिंदिया है
काली सी आँखें आँखों में काजल
क्यूं न हो घायल दिल मेरा
ओ छोड़ो जी छोड़ो बातें बनाना
पागल है पागल दिल तेरा
धकधक क्यूं करता है
मुझपे ये मरता है
दर्द जिसने तुझे ये दिया है
मेरी बिंदिया है मेरी बिंदिया है
ज़रा आँखों में …
लाली ये लाली होंठों की लाली
आजा चुरा लूं चोरी से
ओ तू जो बुलाए मैं भागी आऊं
खींच तू ऐसी डोरी से
खुद पे ना क़ाबू है
चाहत का जादू है
चैन जिसने तेरा ले लिया है
मेरी बिंदिया है मेरी बिंदिया है
ज़रा आँखों में …
zarā āṇkhoṅ meṅ kājal lagā lo sanam
surkh chehre pe zulfeṅ girā lo sanam
tere gāloṅ pe jo kālā til hai vahī merā dil hai
terī bātoṅ ne aisā kiyā hai asar
śharm se jhūk rahī hai merī ye nazar
tujhe jisne dīvānā kiyā hai
merī biṅdiyā hai merī biṅdiyā hai
kālī sī āṇkheṅ āṇkhoṅ meṅ kājal
kyūṅ na ho ghāyal dil merā
o chhoṛo jī chhoṛo bāteṅ banānā
pāgal hai pāgal dil terā
dhakadhak kyūṅ kartā hai
mujhpe ye martā hai
dard jisne tujhe ye diyā hai
merī biṅdiyā hai merī biṅdiyā hai
zarā āṇkhoṅ meṅ …
lālī ye lālī hoṅṭhoṅ kī lālī
ājā churā lūṅ chorī se
o tū jo bulāe maiṅ bhāgī āūṅ
khīṅch tū aisī ḍorī se
khud pe nā qābū hai
chāhat kā jādū hai
chain jisne terā le liyā hai
merī biṅdiyā hai merī biṅdiyā hai
zarā āṇkhoṅ meṅ …