ज़माने को अब तक नहीं है पता ... कहीं शोर मच गया तो क्या होगा
ज़माने को अब तक नहीं है पता
अगर हो गई हमसे कोई खता
कहीं शोर मच गया तो क्या होगा क्या होगा क्या होगा
ज़माने को अब तक नहीं है …
देख न ऐसी नज़रों से बेचैन दिल घबराता है
बिन तुझे देखे दिल पर अब चैन कहीं न आता है
छोड़ो शरारत करना ऐसे मुहब्बत कर ना
थोड़ा बहक जाने दो नज़दीक तो आने दो
दीवाने ज़रा मुझको इतना बता
अगर हो गई हमसे कोई …
क्यूं करें न प्यार हम मौक़ा भी है तन्हाई भी
धड़कनें बेताब हैं मौसम भी है अंगड़ाई भी
गोरी मेरा दिल कब से मोती चुरा लूं लब से
बाहों में बाहें डालो मुझको गले से लगा लो
तुम्हें देख कर हो रहा है नशा
अगर हो गई हमसे कोई …
zamāne ko ab tak nahīṅ hai patā
agar ho gaī hamse koī khatā
kahīṅ śhor mach gayā to kyā hogā kyā hogā kyā hogā
zamāne ko ab tak nahīṅ hai …
dekh na aisī nazroṅ se bechain dil ghabrātā hai
bin tujhe dekhe dil par ab chain kahīṅ na ātā hai
chhoṛo śharārat karnā aise muhabbat kar nā
thoṛā bahak jāne do nazdīk to āne do
dīvāne zarā mujhko itnā batā
agar ho gaī hamse koī …
kyūṅ kareṅ na pyār ham mauqā bhī hai tanhāī bhī
dhaṛakneṅ betāb haiṅ mausam bhī hai aṅgaṛāī bhī
gorī merā dil kab se motī churā lūṅ lab se
bāhoṅ meṅ bāheṅ ḍālo mujhko gale se lagā lo
tumheṅ dekh kar ho rahā hai naśhā
agar ho gaī hamse koī …