Title (Indic)हूँ जलता है जिया मेरा भीगी-भीगी रातों में WorkZakhmee Year1975 LanguageHindi Credits Role Artist Music Bappi Lahiri Performer Asha Bhosle Performer Kishore Kumar Writer Gauhar Kanpuri LyricsHindiकि: हूँ जलता है जिया मेरा भीगी-भीगी रातों में आजा गोरी चोरी-चोरी अब तो रहा नहीं जाए रे हूँ हूँ ( हाय रे ) -3 हे जलता है जिया मेरा … आ: गुलाबी ये प्याले हैं तेरे हवाले तू भी दिल की लगी को बुझा ले फिर ना आए कभी ऐसी रात -2 कि: जलता है जिया मेरा … पिलाई है तुमने जो प्यासे को शबनम दिल के शोले भला कैसे हों कम बनके बादल करो बरसात -2 कि: हो हो जलता है जिया मेरा … आ: ना ना अभी ये फ़साना हमें ना सुनाना देखो राजा क़दम ना बढ़ाना नहीं छेड़ो ऐसी वैसी बात -2 कि: हो जलता है जिया मेरा … Englishki: hūṇ jaltā hai jiyā merā bhīgī-bhīgī rātoṅ meṅ ājā gorī chorī-chorī ab to rahā nahīṅ jāe re hūṇ hūṇ ( hāy re ) -3 he jaltā hai jiyā merā … ā: gulābī ye pyāle haiṅ tere havāle tū bhī dil kī lagī ko bujhā le phir nā āe kabhī aisī rāt -2 ki: jaltā hai jiyā merā … pilāī hai tumne jo pyāse ko śhabnam dil ke śhole bhalā kaise hoṅ kam banke bādal karo barsāt -2 ki: ho ho jaltā hai jiyā merā … ā: nā nā abhī ye fasānā hameṅ nā sunānā dekho rājā qadam nā baṛhānā nahīṅ chheṛo aisī vaisī bāt -2 ki: ho jaltā hai jiyā merā …