Zaalim zamaane ne itnaa sataayaa hai

ज़ालिम ज़माने ने इतना सताया है
Year
Language

ज़ालिम ज़माने ने इतना सताया है
रोने लगी ज़िन्दगी ग़म मुस्कुराया है -2
ज़ालिम ज़माने ने …

फूटी मेरी क़िस्मत टूटे सभी सपने -2
गैरों से शिक़वा क्‌या करें लूट गए अपने
अपना जिसे समझे उसने मिटाया है
रोने लगी ज़िन्दगी …

आँसू मेरे कब तक देंगे सहारा मुझे -2
तू ही सहारा ऐ मौत दे रो-रो पुकारा तुझे
जीने से भी अब तो जी घबराया है
रोने लगी ज़िन्दगी …

zālim zamāne ne itnā satāyā hai
rone lagī zindgī ġham muskurāyā hai -2
zālim zamāne ne …

phūṭī merī qismat ṭūṭe sabhī sapne -2
gairoṅ se śhiqvā k‌yā kareṅ lūṭ gae apne
apnā jise samjhe usne miṭāyā hai
rone lagī zindgī …

āṇsū mere kab tak deṅge sahārā mujhe -2
tū hī sahārā ai maut de ro-ro pukārā tujhe
jīne se bhī ab to jī ghabrāyā hai
rone lagī zindgī …