ज़ालिम ज़माना मुझको तुमसे छुड़ा रहा है
श्या: ज़ालिम ज़माना मुझको तुमसे छुड़ा रहा है
ए ज़ालिम ज़माना मुझको तुमसे छुड़ा रहा है
अंजाम ज़िंदगी का
अंजाम ज़िंदगी का नज़दीक आ रहा है
ज़ालिम ज़माना मुझको तुमसे छुड़ा रहा है
सु: बीते दिनों के नगमें दिल आज गा रहा है
दुनिया में जैसे अपनी
दुनिया में जैसे अपनी कोई बुला रहा है
बीते दिनों के नगमें दिल आज गा रहा है
श्या: तुझको क़सम है आकर सूरत ज़रा दिखा जा
सूरत ज़रा दिखा जा
दीवाना देख तेरा दुनिया से जा रहा है
सु: बरबादियों का अपनी शिक़वा नहीं किसी से
शिक़वा नहीं किसी से
मेरा नसीब मुझको ये दिन दिखा रहा है
ए बीते दिनों के नगमें दिल आज गा रहा है
śhyā: zālim zamānā mujhko tumse chhuṛā rahā hai
e zālim zamānā mujhko tumse chhuṛā rahā hai
aṅjām ziṅdgī kā
aṅjām ziṅdgī kā nazdīk ā rahā hai
zālim zamānā mujhko tumse chhuṛā rahā hai
su: bīte dinoṅ ke nagmeṅ dil āj gā rahā hai
duniyā meṅ jaise apnī
duniyā meṅ jaise apnī koī bulā rahā hai
bīte dinoṅ ke nagmeṅ dil āj gā rahā hai
śhyā: tujhko qasam hai ākar sūrat zarā dikhā jā
sūrat zarā dikhā jā
dīvānā dekh terā duniyā se jā rahā hai
su: barbādiyoṅ kā apnī śhiqvā nahīṅ kisī se
śhiqvā nahīṅ kisī se
merā nasīb mujhko ye din dikhā rahā hai
e bīte dinoṅ ke nagmeṅ dil āj gā rahā hai