Title (Indic)नाले नाले मैं चली तो मुझे मिला WorkYugandhar Year1993 LanguageHindi Credits Role Artist Music Laxmikant-Pyarelal Performer Alka Yagnik Writer Javed Akhtar LyricsHindiगांव के आगे एक पीपल है उसके आगे इक नाला मैं हूँ तन की उजली रे सजना तू है मन का काला नाले नाले मैं चली तो मुझे मिला इक मोर तू मुझे यूं ताके जैसे मैं सोना हूँ तू चोर नाले नाले मैं चला तो मुझे मिली एक कोयल तू अपने को सोना समझे पर मैं समझूं पीतल तुझे मैं समझाऊंगी सौ अदाएं दिखाऊंगी तू तड़पता रहेगा सदा तेरे पास न आऊंगी तू चाहें हाथ जोड़े तू चाहें पैर जोड़े मैं कहूंगी जा रे जा रे आ मुझे नाले नाले मैं चली … मेरी परवाह नहीं तुझे झांकती क्यों है घर से तू मुझे भेजी थी क्यों पर्ची बता मिलने आ जाना बारह बजे तू करे लाख जतन कभी न होगा मिलन मेरा ऐसा नहीं चालचलन नाले नाले मैं चला मुझे मिला इक बंगला तुझसे जो मिलने आएगा वो होगा कोई पगला नाले नाले मैं चला नाले नाले मैं चली … ओए नाले क्या समझता है तू खुद को पहले अपना मुंह देखो कितने ही मरते हैं मुझ पर पीछे हँसते हैं वो तुझ पर तुझे कहां पताअ रूप होता है क्या तू गंवार है गांव का ओ नाले नाले मैं चला तो मुझे मिला एक शेर तू अपने को रूपमती समझे तो है अंधेर नाले नाले मैं चली तो मुझे मिला इक चीता एक दो तीन मान भी जा कि तू ये बाजी हारी मैं जीता नाले नाले मैं चला नाले नाले मैं चला तो मुझे मिला एक भालू पूरे गांव को चक्कर दे दूं मैं हूँ कितना चालू Englishgāṅv ke āge ek pīpal hai uske āge ik nālā maiṅ hūṇ tan kī ujlī re sajnā tū hai man kā kālā nāle nāle maiṅ chalī to mujhe milā ik mor tū mujhe yūṅ tāke jaise maiṅ sonā hūṇ tū chor nāle nāle maiṅ chalā to mujhe milī ek koyal tū apne ko sonā samjhe par maiṅ samjhūṅ pītal tujhe maiṅ samjhāūṅgī sau adāeṅ dikhāūṅgī tū taṛaptā rahegā sadā tere pās na āūṅgī tū chāheṅ hāth joṛe tū chāheṅ pair joṛe maiṅ kahūṅgī jā re jā re ā mujhe nāle nāle maiṅ chalī … merī parvāh nahīṅ tujhe jhāṅktī kyoṅ hai ghar se tū mujhe bhejī thī kyoṅ parchī batā milne ā jānā bārah baje tū kare lākh jatan kabhī na hogā milan merā aisā nahīṅ chālchalan nāle nāle maiṅ chalā mujhe milā ik baṅglā tujhse jo milne āegā vo hogā koī paglā nāle nāle maiṅ chalā nāle nāle maiṅ chalī … oe nāle kyā samajhtā hai tū khud ko pahle apnā muṅh dekho kitne hī marte haiṅ mujh par pīchhe hṇste haiṅ vo tujh par tujhe kahāṅ patāa rūp hotā hai kyā tū gaṅvār hai gāṅv kā o nāle nāle maiṅ chalā to mujhe milā ek śher tū apne ko rūpamtī samjhe to hai aṅdher nāle nāle maiṅ chalī to mujhe milā ik chītā ek do tīn mān bhī jā ki tū ye bājī hārī maiṅ jītā nāle nāle maiṅ chalā nāle nāle maiṅ chalā to mujhe milā ek bhālū pūre gāṅv ko chakkar de dūṅ maiṅ hūṇ kitnā chālū