Ye dil dar rahaa hai ye k‌yaa kar rahaa hai

ये दिल डर रहा है ये क्‌या कर रहा है
Year
Language

कहीं किसी से शीशा टूटा कहीं किसी का दिल
चोट लगी है किसे कहाँ पर कहना है मुश्किल
हा हा हा
ये दिल डर रहा है ये क्‌या कर रहा है
किसे ये मुहब्बत का नशा चढ़ रहा है
कहता है क्‌यूं सारा जहां ये खराब है
हर दर्द की है ये दवा ये शराब है
आँखों से मैं होंठों से आ तुझको पिलाऊं
ये दिल डर रहा है …

कैसी वफ़ा कैसी जफ़ा कैसा प्यार है
कसमें हैं क्‌या वादे हैं क्‌या कैसा यार है
झूठे सारे रिश्ते हैं आ तुझको बताऊं
ये दिल डर रहा है …

चाहा जिसे वो ना मिला क्‌यूं उदास है
ये हुस्न की कमसिन अदा तेरे पास है
दिलबर आ तुझ पे जवानी मैं लुटाऊं
ये दिल डर रहा है …

kahīṅ kisī se śhīśhā ṭūṭā kahīṅ kisī kā dil
choṭ lagī hai kise kahāṇ par kahnā hai muśhkil
hā hā hā
ye dil ḍar rahā hai ye k‌yā kar rahā hai
kise ye muhabbat kā naśhā chaṛh rahā hai
kahtā hai k‌yūṅ sārā jahāṅ ye kharāb hai
har dard kī hai ye davā ye śharāb hai
āṇkhoṅ se maiṅ hoṅṭhoṅ se ā tujhko pilāūṅ
ye dil ḍar rahā hai …

kaisī vafā kaisī jafā kaisā pyār hai
kasmeṅ haiṅ k‌yā vāde haiṅ k‌yā kaisā yār hai
jhūṭhe sāre riśhte haiṅ ā tujhko batāūṅ
ye dil ḍar rahā hai …

chāhā jise vo nā milā k‌yūṅ udās hai
ye husn kī kamsin adā tere pās hai
dilbar ā tujh pe javānī maiṅ luṭāūṅ
ye dil ḍar rahā hai …