Mujhe dekhkar yoon ... sanam ye pyaar hee to hai

मुझे देखकर यूं ... सनम ये प्यार ही तो है
Year
Language

मुझे देखकर यूं तेरा मुस्कुराना
यूं नज़रें मिला के यूं पलकें झुकाना
सनम ये प्यार ही तो है
करके बहाना यूं पीछे पीछे आना
अकेली मुझे पाके यूं राहों में सताना
सनम ये प्यार …

तुमसे ही मुझको प्यार है
चाहूं तो दिल बेकरार करूं
बाहों में भर लूं मैं तुझे
आ जाने-ए-जानां इकरार करूं
नज़र तू अदा तू जिगर तू वफ़ा तू
जान-ए-जिगर तू है मेरी ज़िंदगानी
पकड़ के कलाई यूं उंगली दबाना
यूं नज़रें मिला के …

आए मज़ा मुझको सनम तेरी तो हर इक बात पे
रोकूं भला कैसे इसे बस ना चले जज़्बात पे
ये शोखी शरारत है तेरी ही चाहत
थोड़ी सी भोली मैं हूं थोड़ी सी दीवानी
जहां ना कोई आए वहां मुझे बुलाना
अकेली मुझे पाके …

mujhe dekhkar yūṅ terā muskurānā
yūṅ nazreṅ milā ke yūṅ palkeṅ jhukānā
sanam ye pyār hī to hai
karke bahānā yūṅ pīchhe pīchhe ānā
akelī mujhe pāke yūṅ rāhoṅ meṅ satānā
sanam ye pyār …

tumse hī mujhko pyār hai
chāhūṅ to dil bekrār karūṅ
bāhoṅ meṅ bhar lūṅ maiṅ tujhe
ā jāne-e-jānāṅ ikrār karūṅ
nazar tū adā tū jigar tū vafā tū
jān-e-jigar tū hai merī ziṅdgānī
pakaṛ ke kalāī yūṅ uṅglī dabānā
yūṅ nazreṅ milā ke …

āe mazā mujhko sanam terī to har ik bāt pe
rokūṅ bhalā kaise ise bas nā chale jazbāt pe
ye śhokhī śharārat hai terī hī chāhat
thoṛī sī bholī maiṅ hūṅ thoṛī sī dīvānī
jahāṅ nā koī āe vahāṅ mujhe bulānā
akelī mujhe pāke …