मैं प्यार तुमसे ही करता हूँ तुम गवाही दो
मैं प्यार तुमसे ही करता हूँ तुम गवाही दो
मैं अपने खून से लिखता हूँ तुम गवाही दो
मैं प्यार तुमसे ही …
अब दोबारा न कभी दिल ये दीवाना होगा
आखरी अपनी मुहब्बत का फ़साना होगा
जो कहा मैने मुस्कुरा के एक बार कहो
मेरी धड़कन मेरे इस दिल के आसपास रहो
दिया है दर्द सनम मुझको तुम दवा भी दो
मैं अपने खून से …
मैं ना भूलूंगा ज़िंदगी भर ये वादे कसमें
जान देके मैं निभाऊंगा प्यार की रस्में
तेरी चाहत में ज़माने को भुलाने आया
राह-ए-उल्फ़त में हर इक शै को लुटाने आया
रखूंगा याद तुम्हें चाहें तुम भुला भी दो
मैं अपने खून से …
मैं प्यार तुमसे ही करता हूँ तुम गवाही दो
मैं अपने खून से लिखता हूँ तुम गवाही दो
मैं प्यार तुमसे ही करती हूँ तुम गवाही दो
मैं अपने खून से लिखती हूँ तुम गवाही दो
अब दोबारा न कभी दिल ये दीवाना होगा
आखरी अपनी मुहब्बत का फ़साना होगा
जो कहा मैने मुस्कुरा के एक बार कहो
मेरी धड़कन मेरे इस दिल के आसपास रहो
दिया है दर्द सनम मुझको तुम दवा भी दो
मैं अपने खून से …
मैं ना भूलूंगी ज़िंदगी भर ये वादे कसमें
जान देके मैं निभाऊंगी वफ़ा की रस्में
तेरी चाहत में ज़माने को भुलाने आया
राह-ए-उल्फ़त में हर इक शै को लुटाने आया
रखूंगी याद तुम्हें चाहें तुम भुला भी दो
मैं अपने खून से …
maiṅ pyār tumse hī kartā hūṇ tum gavāhī do
maiṅ apne khūn se likhtā hūṇ tum gavāhī do
maiṅ pyār tumse hī …
ab dobārā na kabhī dil ye dīvānā hogā
ākhrī apnī muhabbat kā fasānā hogā
jo kahā maine muskurā ke ek bār kaho
merī dhaṛkan mere is dil ke āspās raho
diyā hai dard sanam mujhko tum davā bhī do
maiṅ apne khūn se …
maiṅ nā bhūlūṅgā ziṅdgī bhar ye vāde kasmeṅ
jān deke maiṅ nibhāūṅgā pyār kī rasmeṅ
terī chāhat meṅ zamāne ko bhulāne āyā
rāh-e-ulfat meṅ har ik śhai ko luṭāne āyā
rakhūṅgā yād tumheṅ chāheṅ tum bhulā bhī do
maiṅ apne khūn se …
maiṅ pyār tumse hī kartā hūṇ tum gavāhī do
maiṅ apne khūn se likhtā hūṇ tum gavāhī do
maiṅ pyār tumse hī kartī hūṇ tum gavāhī do
maiṅ apne khūn se likhtī hūṇ tum gavāhī do
ab dobārā na kabhī dil ye dīvānā hogā
ākhrī apnī muhabbat kā fasānā hogā
jo kahā maine muskurā ke ek bār kaho
merī dhaṛkan mere is dil ke āspās raho
diyā hai dard sanam mujhko tum davā bhī do
maiṅ apne khūn se …
maiṅ nā bhūlūṅgī ziṅdgī bhar ye vāde kasmeṅ
jān deke maiṅ nibhāūṅgī vafā kī rasmeṅ
terī chāhat meṅ zamāne ko bhulāne āyā
rāh-e-ulfat meṅ har ik śhai ko luṭāne āyā
rakhūṅgī yād tumheṅ chāheṅ tum bhulā bhī do
maiṅ apne khūn se …