ये झुके-झुके नैना ये लट बलखाती
ये झुके-झुके नैना ये लट बलखाती
तो दिल क्यूँ ना मेरा दीवाना हो तेरा
ये झुके-झुके …
ये शरम से दहके गाल चैन के दुश्मन हो गए
ये उलझे-उलझे बाल दिलों की उलझन हो गए
तेरे गालों की ख़ैर तेरे बालों की ख़ैर -2
क्यों न ज़ुल्मी ओ ज़ालिम लजाना हो तेरा
ये झुके-झुके …
तेरी ज़ुल्फ़ का साथी बनता अगर मैं गजरा होता
तेरी अँखियों में बस जाता अगर मैं कजरा होता
तेरे कजरे की ख़ैर तेरे गजरे की ख़ैर -2
जो देखे तो क्यूँ ना दीवाना हो तेरा
ये झुके-झुके …
कई देखे मोर चकोर चल ना ऐसी देखी
ये क़मर लचकती डाल डाल ना ऐसी देखी
ये रंग ये रूप जैसे चढ़ती हो धूप -2
गोरी फिर क्यों ना ज़ालिम ज़माना हो तेरा
ये झुके-झुके …
ye jhuke-jhuke nainā ye laṭ balkhātī
to dil kyūṇ nā merā dīvānā ho terā
ye jhuke-jhuke …
ye śharam se dahke gāl chain ke duśhman ho gae
ye uljhe-uljhe bāl diloṅ kī uljhan ho gae
tere gāloṅ kī khair tere bāloṅ kī khair -2
kyoṅ na zulmī o zālim lajānā ho terā
ye jhuke-jhuke …
terī zulf kā sāthī bantā agar maiṅ gajrā hotā
terī aṇkhiyoṅ meṅ bas jātā agar maiṅ kajrā hotā
tere kajre kī khair tere gajre kī khair -2
jo dekhe to kyūṇ nā dīvānā ho terā
ye jhuke-jhuke …
kaī dekhe mor chakor chal nā aisī dekhī
ye qamar lachaktī ḍāl ḍāl nā aisī dekhī
ye raṅg ye rūp jaise chaṛhtī ho dhūp -2
gorī phir kyoṅ nā zālim zamānā ho terā
ye jhuke-jhuke …