ये वही गीत है, जिसको मैने, धड़कन में बसाया है
ये वही गीत है, जिसको मैने, धड़कन में बसाया है
तेरे होंठों से इसको चुराकर, होंठों पे सजाया है
ये वही गीत है, ये वही गीत है
मैने ये गीत जब गुन-गुनाया,
सज गई है खयालों की महफ़िल
(प्यार के रंग आँखों में छाये,
मुस्कुराई उजालों की महफ़िल ) - 2
ये वो नग़मा है जो ज़िंदगी में, रोशनी बनके आया है
तेरे होंठों से इसको चुराकर …
मेरे दिल ने यही गीत गाकर, जब कभी तुझको आवाज़ दी है
फूल ज़ुल्फ़ों में अपनी सजाकर, तू मेरे सामने आ गई है - 2
तुझे अक़्सर मेरी बेखुदी ने, सीने से लगाया है
तेरे होंठों से इसको चुराकर …
ye vahī gīt hai, jisko maine, dhaṛkan meṅ basāyā hai
tere hoṅṭhoṅ se isko churākar, hoṅṭhoṅ pe sajāyā hai
ye vahī gīt hai, ye vahī gīt hai
maine ye gīt jab gun-gunāyā,
saj gaī hai khayāloṅ kī mahafil
(pyār ke raṅg āṇkhoṅ meṅ chhāye,
muskurāī ujāloṅ kī mahafil ) - 2
ye vo naġhmā hai jo ziṅdgī meṅ, rośhnī banke āyā hai
tere hoṅṭhoṅ se isko churākar …
mere dil ne yahī gīt gākar, jab kabhī tujhko āvāz dī hai
phūl zulfoṅ meṅ apnī sajākar, tū mere sāmne ā gaī hai - 2
tujhe aqsar merī bekhudī ne, sīne se lagāyā hai
tere hoṅṭhoṅ se isko churākar …