Ye vaadaa karen jahaan bhee rahen

ये वादा करें जहाँ भी रहें
Year
Language

मु: ये वादा करें जहाँ भी रहें -2
ल: तुम हमारे रहो हम तुम्हारे रहें
ये वादा करें …
दो: ये वादा करें …

ल: कितना हसीं है सपना मेरा
मैं भी तेरी दिल भी है तेरा
मु: दिल को मिला है दिल का सहारा
साथ न टूटे अब ये हमारा
मुस्कराते क़दम हम मिला के चलें
ये वादा करें …
ल: तुम हमारे रहो …
दो: ये वादा करें …

मु: गुल हैं हज़ारों इस गुलिस्ताँ में
तुझसा न कोई सारे जहाँ में
ल: तुझसे मोहब्बत मेरी हुई है
तुम जो मिले हो दुनिया मिली है
हर ज़माने की नज़रें बचा के चलें
ये वादा करें …
मु: तुम हमारे रहो …
दो: ये वादा करें …

mu: ye vādā kareṅ jahāṇ bhī raheṅ -2
la: tum hamāre raho ham tumhāre raheṅ
ye vādā kareṅ …
do: ye vādā kareṅ …

la: kitnā hasīṅ hai sapnā merā
maiṅ bhī terī dil bhī hai terā
mu: dil ko milā hai dil kā sahārā
sāth na ṭūṭe ab ye hamārā
muskrāte qadam ham milā ke chaleṅ
ye vādā kareṅ …
la: tum hamāre raho …
do: ye vādā kareṅ …

mu: gul haiṅ hazāroṅ is gulistāṇ meṅ
tujhsā na koī sāre jahāṇ meṅ
la: tujhse mohabbat merī huī hai
tum jo mile ho duniyā milī hai
har zamāne kī nazreṅ bachā ke chaleṅ
ye vādā kareṅ …
mu: tum hamāre raho …
do: ye vādā kareṅ …