ये तुम भी न सोचो ये हम भी न सोचें
नतीज़ा हमारी मुहब्बत का क्या है
ये तुम भी न सोचो ये हम भी न सोचें
तेरे दिल में क्या है मेरे दिल में क्या है
ये तुम भी न सोचो …
चुप थे हम चुप थे तुम किसने क्या सुना
आँखों ने लाखों में एक तुझको चुना
इस दिल में जो भी हो कह दूं क्या कहो
सीने में धड़कन है सुन लूं क्या सुनो
किस्मत भी आई तो किस्मत से कह देंगे
हम तुम ना होंगे जुदा
हमारी लकीरों में क्या क्या लिखा है
ये तुम भी न सोचो …
साँसों में चिंगारी आँखों में नशा
गालों में बिजली है होंठों पर मज़ा
पूछूं क्या पूछो ना दिल है क्या खुला
दिल लेना दिल देना ये है क्या सज़ा
आँखों के हो जाओ साँसों में खो जाओ
दुनिया की परवाह है क्या
हमें क्या जो हमसे ज़माना खफ़ा है
ये तुम भी न सोचो …
natīzā hamārī muhabbat kā kyā hai
ye tum bhī na socho ye ham bhī na socheṅ
tere dil meṅ kyā hai mere dil meṅ kyā hai
ye tum bhī na socho …
chup the ham chup the tum kisne kyā sunā
āṇkhoṅ ne lākhoṅ meṅ ek tujhko chunā
is dil meṅ jo bhī ho kah dūṅ kyā kaho
sīne meṅ dhaṛkan hai sun lūṅ kyā suno
kismat bhī āī to kismat se kah deṅge
ham tum nā hoṅge judā
hamārī lakīroṅ meṅ kyā kyā likhā hai
ye tum bhī na socho …
sāṇsoṅ meṅ chiṅgārī āṇkhoṅ meṅ naśhā
gāloṅ meṅ bijlī hai hoṅṭhoṅ par mazā
pūchhūṅ kyā pūchho nā dil hai kyā khulā
dil lenā dil denā ye hai kyā sazā
āṇkhoṅ ke ho jāo sāṇsoṅ meṅ kho jāo
duniyā kī parvāh hai kyā
hameṅ kyā jo hamse zamānā khafā hai
ye tum bhī na socho …