Ye tasarruf allah allaah tere maikhaane men hai

ये तसर्रुफ़ अल्लह अल्लाह तेरे मैखाने में है
Year
Language

ये तसर्रुफ़ अल्लह अल्लाह तेरे मैखाने में है
अक़्ल की सब कोतकारी तेरे दीवाने में है

मय परस्ती का मज़ा जब है कि साक़ी कह उठे
मय में वो मस्ती कहाँ जो मेरे मस्ताने में है

साक़ी-ए-रोज़-ए-अज़ल की वो निगाहें मस्त मस्त
आज हम रिन्दों के इस टूटे से पैमाने में है

आऽ तल्सदील-ओ-क़ौसर-ओ-तस्नीन की मौज-ओ-बहार
या ख़िराम-ए-यार में या अपने पैमाने में है

ये तसर्रुफ़ …

ye tasarruf allah allāh tere maikhāne meṅ hai
aql kī sab kotkārī tere dīvāne meṅ hai

may parastī kā mazā jab hai ki sāqī kah uṭhe
may meṅ vo mastī kahāṇ jo mere mastāne meṅ hai

sāqī-e-roz-e-azal kī vo nigāheṅ mast mast
āj ham rindoṅ ke is ṭūṭe se paimāne meṅ hai

ā' talsdīl-o-qausar-o-tasnīn kī mauj-o-bahār
yā khirām-e-yār meṅ yā apne paimāne meṅ hai

ye tasarruf …