ये तन्हाई हाय रे हाय रे जाने फिर आए ना आए
ये तन्हाई हाय रे हाय रे जाने फिर आए ना आए
थाम लो बाहें थाम लो बाहें
1) झूम झूम गाऊं प्यार से शरमाऊं
एक नशा सा मुझे हो चला
तेरी मेरी चाहें रोज़ बढ़ी जाएं
और ना टूटे कभी सिलसिला
देख तेरी मेरी है एक डगरिया, थाम लो बाहें …
2) आज अपने साथी दीप और बाती
जगमाई मेरी ज़िन्दगी
पाके तेरी साए कौन आगे जाए
तू मिला तो मिली हर खुशी
तन मन चमके है जैसे बिजुरिया, थाम लो बाहें …
3) आज समय आया मैं ने तुझे पाया
मैं नशा हूँ तेरे प्यार की
फूल नाए लाऊं तुझको महकाऊं
मैं कली हूँ तेरे हार की
प्यार की हमारे अमरवा उमरिया, थाम लो बाहें …
ye tanhāī hāy re hāy re jāne phir āe nā āe
thām lo bāheṅ thām lo bāheṅ
1) jhūm jhūm gāūṅ pyār se śharmāūṅ
ek naśhā sā mujhe ho chalā
terī merī chāheṅ roz baṛhī jāeṅ
aur nā ṭūṭe kabhī silsilā
dekh terī merī hai ek ḍagriyā, thām lo bāheṅ …
2) āj apne sāthī dīp aur bātī
jagmāī merī zindgī
pāke terī sāe kaun āge jāe
tū milā to milī har khuśhī
tan man chamke hai jaise bijuriyā, thām lo bāheṅ …
3) āj samay āyā maiṅ ne tujhe pāyā
maiṅ naśhā hūṇ tere pyār kī
phūl nāe lāūṅ tujhko mahkāūṅ
maiṅ kalī hūṇ tere hār kī
pyār kī hamāre amarvā umriyā, thām lo bāheṅ …