ये सोचता है क्या ज़रा पलट इधर्
ये सोचता है क्या ज़रा पलट इधर
ऐ देखता है क्यूं भला इधर उधर
कितनी अच्छी मैं लगती हूँ देखा क्या
मैं कितनी सुन्दर हूँ तूने मुझको समझा क्या
ये सोचता है क्या …
डराता है क्यूं तू आँखें खोल खोल के
देख गोरी गोरी मेरे जैसी देखा ना होगा कहीं
मज़े मोहब्बत के मिल के हम उठाएं ज़रा
प्यार करते करते थक के सो जाएं यहां
क्या प्यारा time है मौसम fine है
गले लगा ले मुझको मुझमें तू खो जा ज़रा
ये सोचता है क्या …
संभाल खुद को तू यूं ही बात ना बढ़ा
रोक ले खुद को तू ऐसे कदम न उठा
के फिर से दामन पे दाग लग न जाए कहीं
तू हो रुसवा हमें भी ये तो मंजूर ही नहीं
मेरे नज़दीक न आ आ ज़रा होश में आ
के ये मदहोशी तो बुरी है ये नशा बुरा
ये सोचता है क्या …
ye sochtā hai kyā zarā palaṭ idhar
ai dekhtā hai kyūṅ bhalā idhar udhar
kitnī achchhī maiṅ lagtī hūṇ dekhā kyā
maiṅ kitnī sundar hūṇ tūne mujhko samjhā kyā
ye sochtā hai kyā …
ḍarātā hai kyūṅ tū āṇkheṅ khol khol ke
dekh gorī gorī mere jaisī dekhā nā hogā kahīṅ
maze mohabbat ke mil ke ham uṭhāeṅ zarā
pyār karte karte thak ke so jāeṅ yahāṅ
kyā pyārā time hai mausam fine hai
gale lagā le mujhko mujhmeṅ tū kho jā zarā
ye sochtā hai kyā …
saṅbhāl khud ko tū yūṅ hī bāt nā baṛhā
rok le khud ko tū aise kadam na uṭhā
ke phir se dāman pe dāg lag na jāe kahīṅ
tū ho rusvā hameṅ bhī ye to maṅjūr hī nahīṅ
mere nazdīk na ā ā zarā hośh meṅ ā
ke ye madhośhī to burī hai ye naśhā burā
ye sochtā hai kyā …